Search
Sections
< All Topics
Print

14. NIKAAH KE WAQT KIYE GAYE SHARAIYT WAADON KI JAAIZ WA NA JAAIZ QISMEIN [Some conditions and promises are valid & some invalid]

Nikaah kay waqt kiye gaye shartiyah waadon ki jaaiz wa na jaaiz qismein

 

Note:

Baaz shartiyah waade sahih hain aur unki wafa zuroori hai aur baaz shartiyah waade faasid lekin aqd-e-nikaah ko nahi todte, sirf shart saaqit hoti hai, jabke baaz shartiyah waade faasid bhi hain aur nikaah ko baatil kar dete hain.

 

A. Jaaiz shartiyah waade:

(Agar mard maan le jaise):

 

  1) Shehar say na  le jaaye.

  2) Taleem ki takmeel ya istemraar.

  3) Mustaqil ghar.

  4) Jaaiz kaam ya kaarobaar ki ijaazat.

  5) Khaadimah ki maang.

  6) Mard kay liye jaaiz hai kay woh shart lagaaye baari aur nafkhe may narmi kay liye lekin maane’ haml ki shart nahi lagaa sakte.

 Yeh aise huqooq hai jo poore na hone par maaf bhi kiye jaa sakte hain ya girift karte huwe haq faskh ko talab kiya jaa sakta hai.

 

B. Na jaaiz shartiyah waade :

 

Pehli biwi say talaaq ka mutaalaba (nikaah sahih hai lekin pehli biwi ko talaaq dena laazim nahi kyun kay shart faasid hai).

(Ibn Baaz)

 

C. Na jaaiz shartiyah waade jo faasid bhi hai aur nikaah ko baatil bhi kar dete hain :

 

  1) Nikaah shighaar (shart lagaakar shaadi karne ki mamnoo qism)

 (Mahr baandha gaya ho ya na ho mahez shart lagaane say hi nikaah baatil ho jaata hai, shart yeh kay badle me apni ladki ya bahen ya apni nigraani may paae jaane wali ladki ko doonga).

(Ibne Baaz)

 

  2) Kisi doosre kay liye aurat ko halaal karne kay liye nikaah.

 3) Nikaah mut’ah.

 

 

REFERNCE:
BOOK: “NIKAH SE MUTALIQ AHEM MALOOMAT”
BY: SHEIKH ARSHAD BASHEER UMARI MADANI

AN IMPORTANT NOTE

 

1. Some conditions and promises are valid therefore, they must be carried out and fulfilled.

2. Some conditions and promises are invalid. But, they do not nullify the contract of marriage. However, the conditions and promises will be waived off.

3. Some conditions and promises are invalid. They nullify the contract of marriage.

 

A. Permissible Conditions:

 

1. The bride shouldn’t take the bridegroom out of the city.

2. He should allow her to continue her studies.

3. A separate home.

4. Freedom to work (permissible form of work).

5. Demand of maid.

6. Man can demand the woman to be lenient in her expenditure and lifestyle but he can’t demand impregnancy.

These are those conditions which can be forgiven and can be demand (fasq) sought on breaking these conditions.

 

B. Impermissible Conditions:

 

Demanding to divorce the first wife (The contract of marriage is valid but condition is invalid – Ibn Baaz

 

C. Those conditions which will nullify the contract of marriage:

 

I. Shighaar

 

It was narrated from Ibn ‘Umar (may Allaah be pleased with him) that the Messenger of Allaah (PBUH) forbade Shighaar.

Narrated by al-Bukhaari (5112) and Muslim (1415)

 

A shighaar a marriage is when it is stipulated that each man will marry the daughter, sister or ward of the other, whether there is any mahr or not.

 

II. Halala

 

Abu Dawood (2076) narrated that the Prophet (PBUH) said:

 

“Allaah has cursed the muhallil and the muhallal lahu.” This was classed as Sahih by al-Albaani in Sunan Abu Dawood. 

The muhallil is the one who marries a woman and divorces her so that she can go back to her first husband, and the muhallal lahu is the first husband.

 

III. Mut’ah

 

It was narrated from ‘Ali (may Allaah be pleased with him) that the Messenger of Allaah (PBUH) forbade Mut’ah marriage and the meat of domestic donkeys at the time of Khaybar. According to another report, he forbade Mut’ah marriage at the time of Khaybar and he forbade the meat of tame donkeys.

 

Narrated by al-Bukhaari, 4216; Muslim, 1407

 

Mut’ah or temporary marriage refers to when a man marries a woman for a specific length of time in return for a particular amount of money.

 

 
REFERENCE:
BOOK: “CRUCIAL INFORMATION RELATED TO NIKAH”
BY: SHEIKH ARSHAD BASHEER UMARI MADANI
Table of Contents