Search
Sections
< All Topics
Print

10. SADAQATUL FITRA KE FAZAAIL [The Virtues of Sadaqatul Fitr]

SADAQATUL FITRA KE FAZAAIL

 

 

Allah Ke Rasool Sallallahu Alayhi Wa-sallam ne farmaya:

 

فَرَضَ رسولُ اللهِ صدقةَ الفطرِ طُهْرَةً لِلصَّائِمِ مِنَ اللَّغْوِ والرَّفثِ ، طُعْمَةً لِلْمَساكِينِ ، فمَنْ أَدَّاها قبلَ الصَّلاةِ ؛ فهيَ زَكَاةٌ مَقْبُولَةٌ ، ومَنْ أَدَّاها بعدَ الصَّلاةِ ؛ فهيَ صدقةٌ مِنَ الصدقةِ

 

Zakatul Fitr Rozedar ko laghw (be faidah) aur be hayayi (ke gunah) se paak karne aur miskeenon ka pet bharne ke liye muqarrar kiya gaya hai, jis ne isey (Eid ki) Namaaz se pehle ada kiya toh woh maqbool sadqa hai aur jis ne isey Namaaz ke baad ada kiya toh ek aam sadqa hai. [Dar-Qutni, Sunan Bayhaqi) An Ibn Abbas [Saheeh ul-Jami’ 3570] (Saheeh)

  

KHATIMA

 

Allah Ke Rasool Sallallahu Alayhi Wa-sallam ne farmaya:

Maine Jahannum jaisi koi aur cheez nahin dekhi ke us se bhagne wala so gaya ho, aur na Jannat jaisi koi cheez dekhi jis ka talab karne wala so gaya ho.

 

(Tirmizi) An Abi Hurairah (Al-Maujam al-Ausat lil Tabarani) An Anas [Saheeh ul-Jami’ 5622] (Hasan)

 

 

REFERENCE:
BOOK: “Ramazan ke Fazaail”
By  Abu Zaid Zameer Hafidhahullah.

 

 

10.The Virtues of Sadaqatul Fitr:

 

 

Messenger of Allah (peace and blessings upon him) said:

 

فَرَضَ رسولُ اللهِ صدقةَ الفطرِ طُهْرَةً لِلصَّائِمِ مِنَ اللَّغْوِ والرَّفثِ ، طُعْمَةً لِلْمَساكِينِ ، فمَنْ أَدَّاها قبلَ الصَّلاةِ ؛ فهيَ زَكَاةٌ مَقْبُولَةٌ ، ومَنْ أَدَّاها بعدَ الصَّلاةِ ؛ فهيَ صدقةٌ مِنَ الصدقةِ

 

“Zakatul Fitr is prescribed to purify the fasting person from any indecent act or speech and to provide for the poor. If given before the Eid prayer, it is an accepted charity, while if given after the prayer, it is considered a general act of charity.”

 

[Dar-Qutni, Sunan Bayhaqi)[Saheeh ul-Jami’ 3570](Saheeh)
Narrator:Ibn Abbas(may Allah be pleased with him)

 

 

REFERENCE:
BOOK: “Ramazan ke Fazaail”
By  Abu Zaid Zameer Hafidhahullah.
English Translation of Same book.

 

 

 

Table of Contents