Search
Sections
< All Topics
Print

02. Asmaa-e-Husnaa par Imaan ke arkaan

Dusra Mabhas:

Asmaa-e-Husnaa par Imaan ke arkaan

 

1: Naam par Imaan

2:  Naam jis ma’aina par dalalat karta hai us par Imaan

3:  Naam say muta’alliqah aasaar par Imaan

 

Chunacha hamein Imaan rakhna hai kay Allah “Raheem” hai, Ya’ani aisi rahmat -o-ala hai jo har cheez ko shaamil hai aur woh apnay bandon par raham farmaata hai.

 

“Qadeer” hai ya’ani qudrat -o-ala hai, Aur woh har cheez par qudrat rakhta hai.

 

“Ghafur” hai ya’ani Bakhashish-o-Maghfirat -o-ala hai, Aur woh apnay bandon ki maghfirat farmaata hai.

(Mukhtasar Al Ajwibat-e-Al Usooliyah Sarah Al Aqeedat-e-Al Wastiyah Az Abdul Azeez Al Salman, Page: 27)

 

REFERENCE:
BOOK: Sharah Asma-o-Husna kitaab-o-Sunnat ki raushni mein.
Taleef : Dr. Sa’id bin Ali bin Wahf Al-Qahtani
Urdu Tarjumah by: Shaikh Inayatullah bin Hafeezullah Sanabali Madan
 

 

 

Table of Contents