Search
Sections
< All Topics
Print

(42) DAURAN-E-QAZA-E-HAAJAT BAAYEN PAAUN PAR WAZAN DENA

(42) DAURAN-E-QAZA-E-HAAJAT BAAYEN PAAUN PAR WAZAN DENA 



Sayyiduna Suraqah Ibn-e-Malik ( رضي الله عنه ) say marwi jis riwaayat mein hai keh Rasoolullah ﷺ nay qaza-e-haajat kay muta’alliq sikhlaya keh ” hum baayen paaun par wazan day kar baithan aur daayen ko khada rakhain ” woh za’eef hai.(1)



(1) ZA’EEF:

Sunan-ul-kubra baihaqui 1 / 96.

Jaisa keh Shaikh Hazim Ali Qazi aur Shaikh Muhammad Sob’hi Hasan Hallaq nay isay za’eef kaha hai,

( Al-taaleeq Ala Subul-us-salaam Lil-Hazim 1 / 176 )

( Al-taaleeq Ala Al-sail-ul-jaraar Lil-Hallaq 1 / 187 ).

 

REFERENCE:
BOOK:  Duraral Bahiyah “Imam Shawkaani” Fiqh-o-Hadeeth
Tahqeeq:  Allamah Nasir Uddin Albani Rahimahullah
Urdu Tarjumah Tarteeb-o-Taleef by :  Haafiz Imraan Ayub lahori.

 

 

Table of Contents