Search
Sections
< All Topics
Print

(43) BAIT-UL-KHALA MEIN DAKHIL HOTAY WAQAT PAHLAY KAUNSA QADAM RAKHA JAYE ?

(43) BAIT-UL-KHALA MEIN DAKHIL HOTAY WAQAT PAHLAY KAUNSA QADAM RAKHA JAYE ?



Bait-ul-khala mein dakhil hotay huway baayaan paaun aur us say kharij hotay huway daayaan paaun pahlay aagay karnay mein aik sabab hai, aur woh yeh hai keh har mu’azzaz-o-mohtaram kaam ko daayin taraf say shuroo kiya jata hai aur har ghair mohtaram kaam ko baayin jaanib say shuroo kiya jata hai.(1)



(1) Al-sail-ul-jaraar 1 / 64. 

 

 

REFERENCE:
BOOK:  Duraral Bahiyah “Imam Shawkaani” Fiqh-o-Hadeeth
Tahqeeq:  Allamah Nasir Uddin Albani Rahimahullah
Urdu Tarjumah Tarteeb-o-Taleef by :  Haafiz Imraan Ayub lahori.

 

 

Table of Contents