Search
Sections
< All Topics
Print

51. KIYA ALLAH TA’ALA NE KAYENAT KO CHHEH YAUM MEIN PAIDA FARMAYA [Allaah created the universe in six days]

ALLAH T’ALA NE KAYENAT KO CHHEH YAUM MEIN PAIDA FARMAYA

 

 

Sawal:
Kya yeh sahih hai keh Allah Ta’la ne kayenat ko chheh yaum mein paida farmaya?

 

Jawab Ka Matan

 

Alhamdulillah, 

 

Ji han Allah Ta’la ne aasman-o-zameen aur jo kuch bhi un mein hai chheh yaum mein paida farmaya jaisa keh Allah Ta’la ne is ka zikr karte huye farmaya hai jis ka tarjuma kuch is tarah hai: 

{ Yaqinan hum ne aasmanon aur zameen aur jo kuch is ke darmiyan hai sab ko sirf chheh yaum mein paida kar diya aur humen takaan ne chhuwa tak nahin } (ق 38).

 

To is aayat mein Yahudiyon (Allah Ta’la un par la’nat kare) ke qaol ka batlaan hai keh jab Allah Ta’la ne aasman-o-zameen ko chheh yaum mein paida farmaya to hafta ke din aaram farmaya, Allah Ta’la un ke is qaol se buland-o-bala aur pak hai.

 

Aur Qur’an-e-Majeed mein is ki mazeed tafseel bayan karte huye Allah Ta’la ne farmaya jis ka tarjuma kuchh is tarah hai: 

 

{ Ap keh dijiye! keh kya tum us (Allah) ka inkaar karte ho aur tum us ke shareek muqarrar karte ho jis ne do din mein zameen paida kar di, sare jahanon ka Parwardigaar Wohi hai, aur Us ne zameen mein us ke oopar se gaad diye aur us mein barkat rakh di aur us mein (rehne walon ki) gizaon ki tajweez bhi usi mein char din mein kar di zarurat mandon ke liye yaksan taur par. 

 

Phir aasmaan ki taraf mutawajeh huwa aur woh dhuwan sa tha pus usay aur zameen se farmaya keh tum donon khushi se aao ya na khushi se donon ne araz kiya hum bakhushi hazir hein, to do din mein saat aasman bana diye aur har aasmaan mein us ke munasib ehkaam ki Wahi bhej di aur Hum ne aasman-e-duniya ko charaghon se zeenat di aur nigehbani ki yeh tadbeer Allah Ghalib-o-Danaa ki hai } Fussilat (12).

 

Wallahu T’aala A’alam.

 

 

REFERENCE:
https://islamqa.info/ur/answers/13741/اللہ-تعالی-نے-کاىنات-کوچھ-یوم-میں-پیدا-فرمایا

Allaah created the universe in six days

 
Question
Is it true that Allah created the universe in 6 days?
 
 
 

Answer

Praise be to Allah.

Yes, Allaah created the heavens and the earth and everything in between in six days, as He says (interpretation of the meaning): 

“And indeed We created the heavens and the earth and all between them in six Days and nothing of fatigue touched Us”[Qaaf 50:38]

 This indicates that what the Jews, upon whom be the curses of Allaah, say is false, as they said that He got tired when He created the heavens and the earth in six days, so He rested on the Sabbath. Exalted be Allaah far above what they say. 

More details are narrated in the Qur’aan. Allaah says (interpretation of the meaning): 

“Say (O Muhammad): ‘Do you verily disbelieve in Him Who created the earth in two Days? And you set up rivals (in worship) with Him? That is the Lord of the ‘Aalameen (mankind, jinn and all that exists).

He placed therein (i.e. the earth) firm mountains from above it, and He blessed it, and measured therein its sustenance (for its dwellers) in four Days equal (i.e. all these four ‘days’ were equal in the length of time) for all those who ask (about its creation).

Then He rose over (Istawa) towards the heaven when it was smoke, and said to it and to the earth: ‘Come both of you willingly or unwillingly.’ They both said: ‘We come willingly.’

Then He completed and finished from their creation (as) seven heavens in two Days and He made in each heaven its affair. And We adorned the nearest (lowest) heaven with lamps (stars) to be an adornment as well as to guard (from the devils by using them as missiles against the devils). Such is the Decree of Him, the All-Mighty, the All-Knower”[Fussilat 41:9-12]

And Allaah knows best.

REFERENCE:
https://islamqa.info/en/answers/13741/allaah-created-the-universe-in-six-days

اللہ تعالی نے کائنات کوچھ یوم میں پیدا فرمایا

سوال
کیایہ صحیح ہے کہ اللہ تعالی نے کائنات کوچھ یوم میں پیدا فرمایا ؟
 
 
 

جواب کا متن

الحمد للہ.

جی ہاں اللہ تعالی نے آسمان وزمین اورجوکچھ بھی ان میں ہے چھ یوم میں پیدا فرمایا جیسا کہ اللہ تعالی نے اس کا ذکر کرتے ہوۓ فرمایا ہے جس کا ترجمہ کچھ اس طرح ہے :

 یقینا ہم نے آسمانوں اورزمین اورجوکچھ اس کے درمیان ہے سب کوصرف چھ یوم میں پیدا کردیا اور ہمیں تکان نے چھوا تک نہیں  ق ( 38 ) ۔

تواس آیت میں یھودیوں ( اللہ تعالی ان پرلعنت کرے ) کے قول کا بطلان ہے کہ جب اللہ تعالی نے آسمان وزمین کوچھ یوم میں پیدا فرمایا توہفتہ کے دن آرام فرمایا ، اللہ تعالی ان کے اس قول سے بلند بالا اورپاک ہے ۔

اورقرآن مجید میں اس کی مزید تفصیل بیان کرتے ہوۓ اللہ تعالی نے فرمایا جس کا ترجمہ کچھ اس طرح ہے :

{ آپ کہہ دیجۓ ! کہ کیا تم اس ( اللہ ) کا انکار کرتے اورتم اس کے شریک مقرر کرتے ہو جس نے دو دن میں زمین پیدا کردی سارے جہانوں کا پروردرگار وہی ہے ، اور اس نے زمین میں اس کے اوپرسے گاڑ دیۓ اور اس میں برکت رکھ دی اور اس میں( رہنے والوں کی )غذاؤں کی تجویز بھی اسی میں چار دن میں کردی ضرورت مندوں کے لیے یکساں طورپر ۔

پھرآسمان کی طرف متوجہ ہوا اوروہ دھواں سا تھا پس اسے اورزمین س فرمایا کہ تم دونوں خوشی سے آؤ‎ یا ناخوشی سے دونوں نے عرض کیا ہم بخوشی حاضر ہیں ، تودودن میں سات آسمان بنا دیۓ اور ہرآسمان میں اس کے مناسب احکام کی وحی بھیج دی اور ہم نے آسمان دنیا کو چرغوں سے زینت دی اور نگہبانی کی یہ تدبیر اللہ غالب و دانا کی ہے } فصلت ( 12 ) ۔

واللہ تعالی اعلم .

ماخذ: الشیخ محمد صالح المنجد

 

REFERENCE:
https://islamqa.info/en/answers/13741/allaah-created-the-universe-in-six-days
Table of Contents