Search
Sections
< All Topics
Print

(xviii). HASAB AUR NASAB PAR FAKHAR KARNA [Boasting of lineage, slandering kinship, Astrology for rain]

HASAB AUR NASAB PAR FAKHAR KARNA, NASAB MEIN AIB LAGANA AUR SITAARON KEY ZARIYE BARISH TALAB KARNA:

    Yeh sab daur-e-jahiliyat ke aafa’al hain jinke irtakab sey

Nabi Kareem(ﷺ) ney ummat ko manaa farmaaya hai.

    Chunacha Nabi Kareem(ﷺ) ne aik hadees mein farmaaya:

أَرْبَعٌ فِي أُمَّتِي مِنْ أَمْرِ الْجَاهِلِيَّةِ، لَا يَتْرُكُونَهُنَّ: الْفَخْرُ فِي الْأَحْسَابِ، وَالطَّعْنُ فِي الْأَنْسَابِ، وَالْاسْتِسْقَاءُ بِالنُّجُومِ، وَالنِّيَاحَةُ )

“Meri Ummat ke log jahiliyyat ki chaar batain nahi chorain gey, Hasab aur Nasab par fakhar karna, dusron ke nasab mein aib lagaana, sitaaron ke zariye barish talab karna aur murdoon par noha karna.

[Sahih Muslim: 935]

BOASTING OF LINEAGE, SLANDERING KINSHIP AND USING ASTROLOGY FOR RAIN

All of these are acts of the jahiliyyah which the Prophet (ﷺ) has prohibited. He (4) said,

“Four are among my nation from jahthyyah which will not leave; boasting of lineage, slandering kinship, use of astrology for rain, and wailing.”

[Muslim #935]

چیخ و پکار کے ساتھ میت کا نوحہو ماتم کرنا اور ماتم کی محفلیں منعقد کرنا جیسا کہ اہل جاہلیت کیا کرتے تھے۔

نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے ایک متفق علیہ حدیث میں فرمایا:

 

“ليس منا من ضرب الخدود وشق جيوب و دعا بدوي الجاهليه.”

وه شخص ہم میں سے نہیں جو رخسار پیٹے، گریبان پھاڑے اور دور جاہلیت کی پکار پکارے.

[Sahih Muslim: 935]

 

دور حاضر میں بہت سارے مسلمان اس غلط عمل میں ملوث ہیں.
Table of Contents