Search
Sections
< All Topics
Print

08. MUNKARAAT WA MUKHALAFAAT JINSE BACHNA ZAROORI HAI[ The Evil Acts which  should be Avoided]

MUNKARAAT WA MUKHALAFAAT JINSE BACHNA ZAROORI HAI

1. Rasm wa Riwaaj.

2. Saanchak.

3. Jahez

4. Mangni ki dawat aur israaf wale kharche.

5. Mehndi aur haldi ki rasm (Dulhan ka mehndi lagaana jaaiz hai, lekin ijtemaayi rasm kay taur par karna ghalat hai).

6. Salaamiyan dene ki rasm.

7. Mangetar ko biwi ki tarah samajhkar aazadaana mail jhol rakhna aur hijab ki paabandi ki mukhaalafat karna.

8. Soodi qarze.

9. Jhooth (aam taur par ladke aur ladkiyon ki salaahiyaton say mutaliq bola jata hai)

10. Yaadgaar ya mamnoo tasveer (jisme shakal wa soorat ko bada chada kar pesh kiya jata hai).

11. Fuzool kharchi.

12. Shirk wa bidat aur haraam  kaamon say har haal may bachein.

13. Har aik ka haq ada kare, haq talfi say parhez kare.

14. Mausiqi, naach gaane, fawahish ka irtekaab.

15. Padosiyon ko bila wajah sharai takleef dena.

16. Riyaakaari, takabbur wa israaf.

 

 

REFERNCE:
BOOK: “NIKAH SE MUTALIQ AHEM MALOOMAT”
BY: SHEIKH ARSHAD BASHEER UMARI MADANI
Nikah Mein Mahar Aur Jahez Ka Masla | Islam Ka Khandaani Nizaam Ep 15 | Shaikh Alimuddin | iPlus

The Evil Acts which  should be Avoided

1. Customs and Rituals.

2. Saanchak (Indian non Islamic ritual)

3. Dowry.

4. The invitation of performing engagement with extravagant expenses.

5. Applying Mehndi / henna  )الحناء( to the bride (It is 

allowed but not performed as a batil rasam (the Indian ritual which contradicts Islamic Shariah – must be avoided)

6. “Salaamiyan” (Indian non Islamic ritual)

7. Considering “Fiance” as wife and not practicing hijab in front of him.

8. Riba-based loans.

9. Lies (often said about the calibre of boys and girls).

10. Photography of memory and fake images.

11. Extravagance.

12. Avoiding Shirk, bid’ah and prohibited actions.

13. No fulfilling the rights of creation.

14. Music, Dance and shamelessness.

15. Harming the neighbours.

16. Show-off and arrogance.

REFERENCE:
BOOK: “CRUCIAL INFORMATION RELATED TO NIKAH”
BY: SHEIKH ARSHAD BASHEER UMARI MADANI

Table of Contents