Skip to main content
Sections
< All Topics
Print

041. Jaadu ki Haqeeqat

Jaadu ki Haqeeqat

[Sawaal]

Kia jaadu barhaq hai?

[Jawab]

Haan jaadu ki haqeeqat hai aur woh haqeeqat yeh hai ke jaadugar shaitaanon ki ‘ibaadat aur ataa’at karte hain aur shayaateen un ke iraadon ke mutaabiq un ki madad karte hain aur Allah Ta’ala ne shaitaanon ko aisi taaqat-o-qudrat ‘ataa farmaai hai jis se woh ‘ajeeb-o-ghareeb kaam sar anjaam de sakte hain.

__Shaikh Ibn-e-Jibreen__

English translation coming soon…

Urdu translation coming soon…

Table of Contents