Search
101. Shaitaani khayaalat ka ‘ilaaj
Shaitaani khayaalat ka ‘ilaaj
[Sawaal]
Basa auqaat mere dil mein aise khayaalat aate hain ke mujhe dar mehsoos hota hai kaahin be Deen hi na ho jaaon mujhe Kia karna chaahiye? Kia is tarah ke khayaalat ki wajah se gunaah ho ga?
[Jawab]
Yeh khayaalaat aur ifkaar pareshaan karne waale shaitaan ki taraf se hain, Jo logon ke dilon mein is liye waswase daalta hai taa ke musalmaan ko hairaan-o-pareshaan kar de. Jab tum is tarah ke khayaalaat mehsoos karo to Allah Ta’ala se panaah chaaho aur ghaibi umoor ke baare mein sochna chod do umoor-e-Sifaat-o-Kaainaat ke baare mein bhi sochna tark kar do taa ke yaqeen kamzor na ho.
__Shaikh Ibn-e-Jibreen__
English translation coming soon…
Urdu translation coming soon…