Search
187. Jumm’a ke din Hadees bayaan karna
Jumm’a ke din Hadees bayaan karna
[Sawaal]
Kia Jumm’a ke din Asar ke waqt Hadees bayaan karna jaaiz hai? rehnumaai farmaaiye. Allah Ta’ala aap ko jazaae khair se nawaaze.
[Jawab]
Jumm’a ke din Asar ke waqt’ Maghrib ke waqt aur har waqt Hadees bayaan karna jaaiz hai, Hadees bayaan karna, Wa’az-o-naseehat karna sunne waalon ke liye ‘ilm Naseehat aur faaida ke husool ka muajjib hai. Us mein haazir hone ke liye kisi ko paaband nahi kiya ja saakta aur na us se makrooh samajhne ki koi daleel hai, Haan albatta logon ne yeh ‘aadat apna li hai ke woh Jumm’a ke din kaam karte hain na dars-o-tidrees’ Waise is mein In shaa Allah koi harj nahi.
__Shaikh Ibn-e-Jibreen__
English translation coming soon…
Urdu translation coming soon…