Search
537. ‘Ishaa ke ba’d Namaz Qayaam-ul-Lail hai
‘Ishaa ke ba’d Namaz Qayaam-ul-Lail hai
[Sawaal]
Kia jo shakhs ‘ishaa ki Namaz ke foran ba’d giyaarah raka’at Witr padh leta hai, us se bhi Qayaam-ul-Lail shumaar kiya jaae ga?
[Jawab]
Qayaam-ul-Lail woh hai, Jis se raat ke do teen ghante guzarnay ke ba’d adaa kiya jaae khuwah raka’at ki tadaad ziyaada ho ya kam khuwah us se ‘Ishaa se pehle raat ke ibtidaa’i hissa mein’ Adaa kiya jaae ya Fajr se pehle raat ke aakhri hissa mein lekin afzal yeh hai ke so kar uthne ke ba’d raat ki aakhri tehaai mein us se adaa kiya jaae aur yeh usi soorat mein mumkin hai ke raat ke ibtidaa’i hissa mein insaan jaldi so jaae!
__Shaikh Ibn-e-Jibreen__
English translation coming soon…
Urdu translation coming soon…