16. Makkah Mukarramah ke ba’az taareekhi maqaamaat
Makkah Mukarramah ke ba’az taareekhi maqaamaat ✿
Makkah Mukarramah mein bohat si taareekhi ‘imaaraat paai jaati hain jin mein se aksar Masajid hain. Un mein se kuch ka zikar pehlay ho chuka hai. ‘Ilaawa azeen Makkah Mukarramah ki taareekhi ahmiyat ke lihaaz se is mein bohat se mehlaat aur qadeem makaanaat hain. Jin mein se kuch ko nai baldiyaati tosee’ ke paish-e-nazar munhadim kar diya gaya hai. Albatta ba’az intihaai qadeem ‘imaaraat mehfooz hain. Maslan:
Qil’ah Ajyaad, jisay ab Islaami ‘ajaaib ghar ki hesiyat day di gai hai. Makkah Mukarramah ke ahem taareekhi makaanaat mein se chand yeh hain:
Abu-Sufyaan (رضی اللہ عنہ) ka makaan, Umm al-Momineen Khadija (رضی اللہ عنہ) ka makaan, Janaab Rasool Allah (ﷺ) ke waalid ‘Abdullah bin ‘Abdul Mutalib ka makaan aur ‘Ali bin Abi Taalib (رضی اللہ عنہ) ka makaan. 1⃣ (Is ke ‘ilaawa Makkah mein ‘ajaaib ghar bhi banaaya gaya hai jis se qadeem ‘Arab saqaafat ko samajhne mein madad millti hai).
[السیاحة فی المملكة السعودیة للدكتور السلطان أحمد ص 161]
✿ Masaadir-o-Maraaje’
- Akhbar Makkah – Muhammad bin Ishaq al-Fakihi
- Akhbar Makkah – Abu al-Walid al-Azraqi
- Atlas al-Mamlakah al-Arabiyah al-Saudiyah – Maktabah al-Ubaikan
- Ibhaaj al-Hajj – Sheikh Nasir bin Misfar al-Zahrani
- Al-Bidayah wa al-Nihayah – Ibn Kathir
- Bidayat al-Mujtahid – Ibn Rushd
- Tarikh Makkah – Ahmad al-Sibaee
- Tarikh al-Kaabah – Dr. Ali Hussain al-Kharbutli
- Tafsir Ibn Kathir
- Tarikh Ibn Khaldun
- Tarikh al-Tabari
- Tarikh Imarat al-Masjid al-Haram – Hussain Abdullah Basalamah
- Tahdhib al-Asma wa al-Lughat – al-Nawawi
- Tarikh Abi al-Fida
- Tarikh al-Islam – al-Dhahabi
- Jami al-Tirmidhi
- Jami al-Bayan – Ibn Jarir al-Tabari
- Al-Hajj – Dr. Abdullah bin Muhammad al-Tayyar
- Al-Hajj wal-Umrah wal-Ziyarah – Sheikh Abdul Aziz bin Baz (Rahimahullah)
- Hayat al-Sahabah – al-Kandahlawi
- Khatam al-Nabiyyin – Muhammad Abu Zahra
- Al-Durar – Ibn Abdul Barr
- Al-Dalil al-Irshadi lil-Hajj – Wazarat al-Shu’oon al-Islamiyah wal-Awqaf
- Dawr al-Mamlakah al-Arabiyah al-Saudiyah fi Khidmat al-Islam
- Al-Diblomasiyah wal-Marasim al-Saudiyah – Dr. Abdul Rahman al-Hamoudi
- Al-Rawd al-Unf – al-Suhayli
- Rahmat lil-Alamin – al-Mansoor Foori
- Zad al-Ma’ad – Ibn al-Qayyim
- Sunan Abi Dawood
- Sunan al-Nasa’i
- Sunan Ibn Majah
- Sunan al-Bayhaqi
- Sunan al-Darqutni
- Al-Seerah al-Nabawiyyah – Ibn Hisham
- Siyar A’lam al-Nubala – al-Dhahabi
- Al-Salafiyyoon fi al-Hind wal-Malik Abdul Aziz – Dr. Saad al-Shuwaier
- Al-Siyaha fi al-Mamlakah al-Arabiyah al-Saudiyah – Dr. Sultan Ahmad al-Thaqafi
- Shuab al-Iman – al-Bayhaqi
- Shifa al-Gharam bi-Akhbar al-Balad al-Haram – Taqi al-Din al-Fasi
- Sahih al-Bukhari
- Sahih Muslim
- Ala Tareeq al-Mustaqbal – Ta’leem al-Aali – Wazarat al-Ilam
- Aam al-Kitab al-Dawli 1972 – Wazarat al-Ma’arif
- Fath al-Bari – Ibn Hajar al-Asqalani
- Al-Fusool fi Seerah al-Rasool – Ibn Kathir
- Al-Fiqh ala al-Madhahib al-Arba’ah – Abdul Rahman al-Jaziri
- Al-Kamil – Ibn al-Athir
- Al-Kashaf – al-Zamakhshari
- Lisan al-Arab – Ibn Manzur
- Mana’ih al-Karam – Ali bin Taj al-Din al-Sanjari
- Mu’jam al-Buldan – Yaqut al-Hamawi
- Mathir al-Gharam al-Sakin – Ibn al-Jawzi
- Masna’ Kiswat al-Kaabah – Ri’asah Aamah lil-Shu’oon al-Masjid al-Haram wal-Masjid al-Nabawi
- Musnad al-Imam Ahmad
- Muwatta al-Imam Malik
- Majma al-Zawa’id – al-Haythami
- Al-Mustadrak ala al-Sahihayn – al-Hakim al-Naysaburi
- Mukhtasar Seerah al-Rasool ﷺ – Muhammad bin Abdul Wahhab
- Majma al-Bahrain – al-Haythami
- Al-Mulakhkhas al-Fiqhi – Dr. Salih al-Fawzan
- Murshid al-Mu’tamir wal-Hajj wal-Zair – Saeed bin Ali al-Qahtani
- Majallah al-Tadhamun al-Islami Safar 1414H
- Majallah Maktabah al-Malik Fahd Jumada al-Akhirah 1417H
- Al-Majmoo – al-Nawawi
- Haza al-Habeeb Ya Muhibb – al-Jaza’iri