Search
Sections
< All Topics
Print

OONCHI AEDHI WAALA JOOTA PAHEN’NA [Ruling on wearing high heels]

Sawal: 26812

 

Oonchi aedhi (heels) wala joota pehen’na.

 

Islam mein oonchi aedhi walay jootay ka hukum kiya hai ?

 

Jawab ka matan

 

Alhamdulillah.

Iss ki kam az kam halat makrooh ki hai ؛ kiyon ke iss mein pehli cheez tilbees ya’ani dhoka hai, ke aurat lambi maloom hoti hai, halaan keh woh aisi hoti nahi .

Aur doosri baat yeh hai ke : iss mein aurat kay girnay ka khatra rehta hai .

Aur teesra yeh ke : Sehat kay liye bhi nuqsan deh hai, jaisa ke doctor hazrat ne research kar kay bayan jaari kiya hai .

Wallahu Aalam

 

[Ma’akhooz: Majmoo’ Fataawa Wa Maqaalaat Li’l-Shaykh Ibn Baaz, 6/397]

 

 

REFERENCE:
https://islamqa.info/en/answers/26812/ruling-on-wearing-high-heels

 

Table of Contents