Search
Sections
< All Topics
Print

04. Aurat ke haqooq ka mutalba [Demands for Women’s Rights]

Aurat ke haqooq ka mutalba

Aesa koi bhi qadeem ya jadeed qanoon ya nizaam nahin hai jisne aurat ke haqooq ka tahafuz aur usse istarah aela maqaam ataa kya ho jis tarah Islam ne usse ataa kya hai chanacha jaise hi rusool(ﷺ)ki baasat se Islam ka noor roshan huwa,usne aap par eemaan laane walon ke nafoos mein aesa hadsa bapa kar diya jo insani tarikh ka sabse ajeeb hadsa tha.Hadsa har aetbar se ajeeb tha,sarat intishar mein, shamooliat mein, barik beni mein, aam fehm hone mein aur Bushra fitrat ki muwafiqat mein.

Is mein na to koi pehcheedgi thi,na iltibaas tha,aur na hi Bushra fitrat saleema ke saath uska koi tasaadam tha.

Aaiye dekhte hain ke is haadse ke nateeje mein aurat ki hesyat aur uske haqooq mein kya tabdeeli aayi jo ke hamari behs ka maqsad bhi hai.

Kitab”Tamaddun Arab”ke musannif likhte hain.Islam ka fazal mahz aurat ke maqaam ko buland karne tak mahdood nahin balke uske saath humein yeh bhi izafa karna parega ke yeh pehla deen hai jisne yeh kya.

Is kitab mein doosri jagah safah number 497 par likhte hain:Miyan biwi ke haqooq jinhein Quran Kareem aur uske mufsareen ne bayan kya hai woh yorpen haqooq zojiat se kahen zyada behtar hain.

Aurat ke haqooq ka mutalba in maashron se karna chahiye jinho ne uske haqooq cheene hain ya un maashron se karna chahiye jis mein aurat ko uske haqooq baghair kisi zaabte ke diye gaye hain,jinki wajah se aurat zaat o fasaad ki raah par chal pari hai, jinki wajah se aurat mahz khilona aur shahoot poori karne ka aela ban chuki hai.

Jahan tak Islam ka taluq hai to Islam ne aurat ke saath insaf kya hai,uske huqooq mehfooz kiye hain,aur isse har aam o khas huqooq ataa kiye hain, jinke zariye se woh purmusrrt aur aman o salamati zindagi basar karke is zimedari ko adaa kar sakti hai jiski wajah se Allah Taala ne usse peda kya hai.

REFERENCE:
Book: “Islam mein Aurat ka Maqaam”
by Dr. Abdur Rahman bin Abdul Kareem Al- Sheha

Demands for Women’s Rights

Women worldwide demand equal rights. There is not a system of law that preserves, maintains and protects what are truly women’s rights, as much as Islamic law does, whether in the past or in modern times. This will be verified and substantiated in the following sections of the book.

Sir Hamilton, the well-known English thinker and philosopher, stated in his book on Islam and Arab Civilization:

“The rules, regulations and verdicts concerning women in Islam are clear, frank and open. Islam capitalizes on the complete care that should be given to the protection of a woman against anything that may harm her personally, or cause ill-fame to her reputation or character.”

Gustave Le Bon, the well-known French thinker stated in his book “The Arab Civilization”:

“Islamic virtuous deeds are not limited to honoring and respecting women, but rather, we can add that Islam is the first religion to honor and respect women. We can easily prove this by illustrating that all religions and nations, prior to the advent of Islam, caused much harm and insult to women.” [p.488]

He also points out:

“Matrimonial rights which have been stated and illustrated in the Glorious Qur’an and by the interpreters of the meanings of the Glorious Qur’an are far better than European matrimonial rights for both husband and wife.” [p.497]

Over fourteen hundred years ago, Islam began to spread to the known world from Makkah, and then Madinah, where the 13 İSLAMLAND Prophet of Allah, Muhammad bin Abd Allah () taught his message. Islam spread its light through the teachings of the revealed scriptures of the Glorious Book of Allah, the Qur’an, and the inspired traditions of the Sunnah (Way) of Prophet (*) which are the undisputed basis of the Islamic law. The Islamic teachings and system of law had a profound impact on the lives of the followers of Islam, and consequently, this impact affected the societies in the lands where Muslims traveled and settled. Islam spread very rapidly in an astounding manner in the known world and left a comprehensive system of life that addresses every human need. Islam does not contradict, clash with or reject any of the lawful, sound and meaningful requirements of the human being’s existence, which are essential to his continuity in life.

In order to understand changes that Islam brought for women, we must examine briefly the status of women prior to the advent of Islam in the Arab society and other civilizations in the world.

REFERENCE:
Book: “Women in Islam & Refutation of some common Misconceptions”
by Dr. Abdur Rahman bin Abdul Kareem Al- Sheha
Translated by: Abu Salman Deya ud-Deen Eberle.
Table of Contents