Search
Sections
< All Topics
Print

(20) ZINDAH JANWARON SAY KAATAY HUWAY GAUSHT KA HUKAM

(20) ZINDAH JANWARON SAY KAATAY HUWAY GAUSHT KA HUKAM:

 

Zindah janwaron say kaata huwa juz’o ( masalan: bakri ki pusht, unt ki kohaan aur bail kay khusiyatain ya us kay kaan waghairah ) ulama kay ijmaa kay sath najas-o-paleed hai (5)

 

Us kay liye ba’taur-e-daleel yeh hadith paish ki jati hai

Sayyiduna Abu Waqid Laisi ( رضي الله عنه ) say marwi hai keh Rasoolullah ﷺ nay farmaya

” ما قطع من البهيمة وهي حية فهو ميت “

” Zindah janwar say jo kuch kaat liya jaye woh murdaar hai “(6).

 

( Shaukani ( رحمه الله ) Is hadith say ziyadah say ziyadah us kaatay huway hissay ka murdaar hona hi saabit hota hai keh mahaz jis ka khana haram hai, Aur Rahi baat yeh keh woh najas hai hadith mein is ki koi daleel nahi.(7) 




(5) Al-majmoo 2 / 562.

Bidaayat-ul-mujtahid 1 /  73.

Al-mughni 1 / 52.


(6) HASAN:

Ghaayat-ul-maraam hadith no: 41.

Sunan-e-Abi Daud hadith no: 2858.

Sunan-e-Tirmazi hadith no: 1480.

Musnad-e-Ahmad 5 / 218.

Ibn-ul-Jarood hadith no: 876.

Sunan-e-Daaro Qutani 4 / 292.

Mustadrak-e-Hakim 4 / 239.

Sunan-ul-kubra lil-baihaqui 9 / 245.


(7) Al-sail-ul-jaraar 1 / 39.

 

REFERENCE:
BOOK:  Duraral Bahiyah “Imam Shawkaani” Fiqh-o-Hadeeth
Tahqeeq:  Allamah Nasir Uddin Albani Rahimahullah
Urdu Tarjumah Tarteeb-o-Taleef by :  Haafiz Imraan Ayub lahori.

 

 

Table of Contents