Search
Sections
< All Topics
Print

(26) AISI ASHIYA KI TAT’HEER KA TARIQAH JIN MEIN MASAAM NA HON

(26) AISI ASHIYA KI TAT’HEER KA TARIQAH JIN MEIN MASAAM NA HON

 

 

Sheesha, Churry, Talwar, Haddi, Naakhun, Rang kiye huway bartan aur har aisi saaf cheez jis mein masaam ( yaani suraakh aur ajzaa waghairah ) na hon woh is qadar ragadnay say paak ho jati hai keh najaasat ka asar zaail ho jaye, Sahaba-e-kiram issi par kaar-e-band thay.(1)

 

(1) Fiqah-us-sunnah 1 / 23.  

 

 

REFERENCE:
BOOK:  Duraral Bahiyah “Imam Shawkaani” Fiqh-o-Hadeeth
Tahqeeq:  Allamah Nasir Uddin Albani Rahimahullah
Urdu Tarjumah Tarteeb-o-Taleef by :  Haafiz Imraan Ayub lahori.

 

 

Table of Contents