Search
Sections
< All Topics
Print

(31) JAARI PAANI MEIN PISHAAB KARNA KISI SAHIH HADITH MEIN MANA NAHI

(31) JAARI PAANI MEIN PISHAAB KARNA KISI SAHIH HADITH MEIN MANA NAHI



Sayyiduna Jabir ( رضي الله ) say marwi hai keh:

 

” أن النبي ﷺ نهى أن يبال في الماء الجاري “

 

” Nabi ﷺ nay jaari paani mein pishaab karnay say mana farmaya hai.(3)

 

Choonkeh mazkoorah riwaayat za’eef hai, Lihaza jaari paani mein pishaab karna mamnoo’u-o-na jaaiz nahi.




(3) ZA’EEF:. Silsilat-uz-za’eefah hadith no: 5227.

Tamam-ul-minnah page no: 63.

Majma-uz-zawaaid 1 / 204.

 

REFERENCE:
BOOK:  Duraral Bahiyah “Imam Shawkaani” Fiqh-o-Hadeeth
Tahqeeq:  Allamah Nasir Uddin Albani Rahimahullah
Urdu Tarjumah Tarteeb-o-Taleef by :  Haafiz Imraan Ayub lahori.

 

 

Table of Contents