Search
(42) DAURAN-E-QAZA-E-HAAJAT BAAYEN PAAUN PAR WAZAN DENA
(42) DAURAN-E-QAZA-E-HAAJAT BAAYEN PAAUN PAR WAZAN DENA
Sayyiduna Suraqah Ibn-e-Malik ( رضي الله عنه ) say marwi jis riwaayat mein hai keh Rasoolullah ﷺ nay qaza-e-haajat kay muta’alliq sikhlaya keh ” hum baayen paaun par wazan day kar baithan aur daayen ko khada rakhain ” woh za’eef hai.(1)
(1) ZA’EEF: Sunan-ul-kubra baihaqui 1 / 96. Jaisa keh Shaikh Hazim Ali Qazi aur Shaikh Muhammad Sob’hi Hasan Hallaq nay isay za’eef kaha hai, ( Al-taaleeq Ala Subul-us-salaam Lil-Hazim 1 / 176 ) ( Al-taaleeq Ala Al-sail-ul-jaraar Lil-Hallaq 1 / 187 ). |
REFERENCE:
BOOK: Duraral Bahiyah “Imam Shawkaani” Fiqh-o-Hadeeth
Tahqeeq: Allamah Nasir Uddin Albani Rahimahullah
Urdu Tarjumah Tarteeb-o-Taleef by : Haafiz Imraan Ayub lahori.