Search
Sections
< All Topics
Print

34. SONE SE PEHLE KI SUNNATEIN [Bedtime Sunnahs]

SONE SE PEHLE KI SUNNATEIN

1. Bismika Allaahumma ‘amootu wa ‘ahyaa.

(Aye Allah main tere hi naam ke saath marta hoon aur zindah hota hoon.)

باسمك اللهم أموت والحيا

[Bukhari: 6325]

2. Rasool (ﷺ) ke muta’alliq hadees mein aata hai ke woh sone se pahle apni donon hatheliyon ko milaate phir un mein thuthkaarte aur padha kartay.

Qul Huwallaahu ‘Ahad.
Qul ‘a’oozu birabbil-falaq.
Qul ‘a’oozu birabbin-naas.

(Teenon suratein mukammal padhte) phir apne jism mubaarak par jahaan tak haath pahunchta apne sar mubaarak aur jismein athar ke agle hisse pherte huye saare jism mubaarak par haathon ko ghumaaya kartay. Aur yeh amal teen martabah kiya kartay.)

[Sahih Bukhari: 4439]

3. Aayatal Kursi padhna :

الله لا إله إلا هو الحي القيوم

(صحيح بخاري : 3275)

Iss Aayatal Kursi ke padhne ka faayedah :

Jo shakhs ise padhta hai Allah ki taraf se ek farishta hamesha uski hifaazat ke liye muqarrar kar diya jaata hai, aur shaytaan uske qareeb nahin aata.

Jaise pahle hadees mein zikr ho chuka hai.

4. Bismika Rabbee wadha’tu janbee, wa bika ‘arfa’uhu, ‘in ‘amsakta nafsee farhamhaa, wa’in ‘arsaltahaa fahfazhaa, bimaa tahfazu bihi ‘ibaadakas-Saaliheen.

(Aye mere Rab! Tere hi naam se main ne apna pahlu rakhkha aur tere saath hi use uthhaounga agar tu meri rooh ko rok le toh us par raham farmaana. Aur agar use chod de toh tu uski hifaazat farmaana, jiske saath tu apne nek bandon ki hifaazat farmata hai.)

۴۔ باسمك ربي وضعت جنبي وبك أرفعه إن أمسكت نفسي فارحمها وإن أرسلتها فاحفظها بما تحفظ به عبادك الصالحين

[Bukhari: 6320, Tirmizi: 7067]

5. Allaahumma innaka khalaqta nafsee wa ‘Anta tawaffaahaa, laka mamaatuhaa wa mahyaahaa, in ‘ahyaytahaa fahfazhaa, wa in ‘amattahaa faghfir lahaa. Allaahumma innee ‘as aluka-‘aafiyata.

(Aye Allah! Tune hi meri jaan ko paida kiya aur tuhi use maarega, tere hi liye hai uski maut aur uski zindagi, agar use zindagi de toh uski hifaazat farmaana. Aur agar tu use faut kare toh use bakhsh dena, aye Allah! main tujh se aafiyat ka sawaal karta hoon.)

اللهم انك خلقت نفسي وانت توفاها لك مماتها ومحياها إن احييتها فاحفظها وإن امتها فاغفر لها اللهم إني اسئلك العافية

[Muslim: 7063]

6. Apne daayen haath ko apni rukhsaar ke neeche rakhte huye yeh kalimaat teen martabah kahna.

Allaahumma qinee ‘azaabaka yawma tab’athu ‘ibaadaka.

اللهم قني عذابك يوم تبعث عبادك

[Dawood: 5045,Tirmizi: 3398]

7 .  33 martabaha Alhamdulillaah
     33 martabaha Subhaanallaah
  34 martabaha Allaahu Akbar

[Bukhari, Muslim]

8. Alhamdulillaahi-llazee at’amanaa wa saqaanaa, wa kafaanaa, wa ‘aawaanaa, fakam mimman laa kaafiya lahu wa laa mu’wiya.

الحمدلله الذي أطعمنا وسقانا و كفاناواوانافكم ممن لا كافي له ولا مووی

(Sab ta’reef Allah ke liye hai jisne hamein khilaya aur pilaya aur hamein kifayat kar gaya aur hamein jagah di. Pas kitne hi log hain jinhen koyi kifayat karnay waala nahin aur nahi koyi jagah dene waala hai.)

[Muslim: 7069]

9. Allaahumma Aalimal-ghaybi wash shahaadatifaatiras-samaawaati wal’ardhi, Rabba kulli shya’in wa maleekahu, ‘ash-hadu ‘al laa ilaaha illaa Anta ‘a’oozu bika min sharri nafsee, wa min sharrish-shaytaaniwa shirkihi wa an aqtarifa soo’an ‘alaa nafsee ‘wa ‘ajurrahu ‘ilaa Muslimin.

اللهم عالم الغيب والشهادة فاطر السموات والارض رب كل شيء ومليكه، أشهد أن لا اله الا انت اعوذبک من شر نفسي ومن شر الشيطان وشركه وان اقترف سوء اعلى نفسي او اجرة إلى مسلم

(Aye Allah! Ghaib wa haazir ko jaanne waale, aasmaanon aur zameen ke paida karnay waale, har cheez ke Rab aur uske maalik. Main gawaahi deta hoon ke tere elaawah koyi ma’bood nahin. Main teri panaah maangta hoon. Apne nafs ki shar aur shaytaan ki shar aur uskay shirk se. Aur yeh ke main apne nafs par kisi buraayi ka ertakaab karun ya kisi musalmaan ke liye buraayi karun.)

[Dawoond: 5067, Sahi Aljaame’: 7813]

10. Allaahumma ‘aslamtu nafsee ilayka, wa fawwaztu amree ilayka, wa wajjahtu wajhee ilayka, wa ‘alja’tu zahree ilayka, raghbatan wa rahbatan ilayka, laa maljaa’wa laa manja’a minka illaa ilayka, aamantu bikitaabikal- lazee anzalta wa bi-nabiyyikal-lazee arsalta.

(Aye Allah! Main ne apnay aap ko tere taabe’ kiya, aur apnay kaam ko tere supurd kiya, aur apnay chehre ko teri taraf mutawajjah kiya. Aur apni kamar ko tere saamne jhukaadiya, teri taraf raghbat aur tujh se darte huye. Na koyi panah ki jagah aur na hi koyi bhaagne ki jagah magar teri taraf. Main us kitaab par eemaan laaya jo tune naazil ki aur us nabi ke saath jisko tune bheja.)

اللهم اسلمت نفسي إليك وفوضت أمري إليك ووجهت وجهي اليك والـجـات ظهـرى اليك، رغبة ورهبة إليك لاملجاً ولا منجا منك الا الیک امنت بكتابك الذي انزلت وبنبيك الذي ارسلت

[Bukhari: 6311, Muslim: 7057]

11. Allaahumma Rabbas-samaawaatis-sab’i wa Rabbal-‘Arshil-‘Azeem, Rabbanaa wa Rabba kulli shay’in, faaliqal-habbi wannawaa, wa munzilat Tawraati wal-‘Injeeli, wal-Furqaani, a’oozu bika min sharri kulli shay in Anta ‘aakhizum binaasiyatihi, Allaahumma ‘Antal- Awwalu falaysa qablaka shay’un, wa Antal Aakhiru falaysa ba’daka shay’un, wa ‘Antaz-zaahiru falaysa fawqaka shay’un, wa ‘Antal-Baatinu falaysa doonaka shay’un, iqdhi annad-dayna wa aghninaa minal-faqri.

(Aye mere Allah! Saaton aasmaanon ke Rab! Aur arshe azeem ke Rab! Hamaare Rab aur har cheez ke Rab! Daane aur guthli ko phaadne waale! Tauraat, injeel aur furqaan ko utaarne waale! Main har us cheez ki shar se panah chaahta hoon jis ki peshaani tu pakde huye hai. Aye Allah! Tuhi awwal hai tujh se qabal koyi cheez nahin. Tuhi aakhir hai tere ba’d koyi cheez nahin. Tuhi zaahir hai. Tujh se upar koyi cheez nahin aur tuhi baatin hai tere siwa koyi cheez nahin. Tu hamen qarz se faarigh karde aur hamein faqeeri se gani karde.)

اللهم رب السموات السبع ورب العرش العظيم ،ربنا ورب كل شيء فـالـق الـحـب والنوى ومنزل التوراة والانجيل والفرقان ،أعوذ بک مـن شـر كل شيء انت اخذ بناصيته اللهم انت الاول فليس قبلك شيء وانت الآخر فليس
بعدك شيء وانت الظاهر فليس فوقك شيء وانـت البـاطـن فـلـيـس دونك شي ء اقض عنا الدين واغتنامن الفقر

[Muslim: 7064]

12. Suratul Baqrah ki aakhri do aayaat padhna:
 
….أمن الرسول بما أنزل اليه من ربه والمؤمنون
Aakhri surat tak Faaidah:

Jo shakhs in raat mein Qura’n padhega use kifaayat kar jaayen ge.

[Bukhari: 5009, Muslim: 1914]

Ba’z Ualama ne is kifaayat ke baare mein bayaan farmaya hai ke yeh aayaat insaan ke qiyaamullail se kifaayat kar jaayen gi. Aur ba’z ne kaha ki use har buraayi, makroh aur shar se kifaayat kar jaayen gi.

Imaam nawawi(رحمه الله عليه) farmaate hain:

Mera khayaal yeh hai ke donon muraad le liye jaayen toh koyi harj nahin. (Imaam nauvi fil azkaar)

13. Ba wazu hona :

Hadees mein hai :

Jab tu apnay bistar par aaye toh wazu karle.

[Bukhari: 247]

14. Daayen karwat letna :

Hadees mein hai:
Phir aap apni daayen karwat let jaayen.

[Bukhari: 247, Muslim: 7057]

15. Daayen haath ko daayen rukhsaar ke neeche rakhna :

Allah ke Rasool (ﷺ) jab lete toh daayen haath ko apni daayen rukhsaar mubaarak ke neeche rakh lete.

[Abu Dawood: 5045]

16. Bistar jhaadna :

Jab koyi bistar par aaye toh use chaahiye ke apnay bistar ko jhaad le kyun ke use kuch ma’loom nahin ke uski adme maujoodgi mein kiya huwa hai. (ya’ni koyi keeda makoda toh daakhil nahin ho gaya?)

[Sahih Bukhari: 6320, Muslim: 7067]

17. Is,Qul yaa Aayyuhal Kaafiroon surat ka padhna :

Faaidah :
Is surat ke padhne se jahannum se bara’t milegi.

[Abu Dawood: 5055, Tirmizi: 3403, Shaikh Albaani, Imaam Haakim, aur Ibne Hibbaan ne sahi kaha hai, aur Imaam Zahbi ne muwaafiqat ki hai]

Imaam Nawawi (رحمه الله عليه) farmaate hain :

Behtar yeh hai ke in sab azkaar ka ma’mool banaya jaaye. Aur agar na ho sake toh ziyadah aham hain un par iktafa kar liya jaaye, waise dekha gaya hai ke logon ki aksariyat din raat mein do (2) daf’a toh zaroor let te hain. Agar in sunnaton ko madde nazar rakhkha jaaye toh do daf’a un par amal kiya jaa sakta hai. Kyun ke ahaadese ki roshni mein din ya raat mein koyi farq nahin.

Faaidah :

Sone ke waqt in tasbeehaat ko sone se pahle padhne ki muhaafizat karta hai toh uske liye (100) sadqe ka sawaab likhkha jata hai kyun ke hadees mein hai :

1. Har tasbeeh Subhaanallaah kahna sadqah hai, har takbeer Allaahu Akbar kahna sadqah hai, har tahmeed Alhamdulillaah kahna sadqah hai, aur har tahleel laa ilaaha ilallaah kahna sadqah hai.

[Muslim: 1704]

2. Jab koyi Musalmaan in tasbeehaat ko sone se pahle padhne ki muhaafizat karta hai toh uske liye jannat mein ek (100) darakht lagaadiye jaate hain. Jaisa ke Ibne Maja mein azkaar ke zimn mein hadees zikr ki gayi hai.

3. Allah Ta’aala bande ki hifaazat farmaate hain. Shaytaan us raat us se bhaag jaata hai aur har qism ki shar aur aafaat se mehfooz rahta hai.

4. Allah Ta’aala ke zikr se uski etaa’at, uske tawakkul, uski iste’aanat aur uski tauheed par apnay din ka ekhtetaam karta hai.

Bedtime Sunnahs (the Prophet’s traditions)

 

1. Bismika Allaahumma ‘amootu wa ‘ahyaa.
باسمك اللهم أموت والحيا


O Allah, in Your name I die and live.

[Bukhari: 6325]
 
2. One should put his hands together, then, puff into them and recite:
Qul Huwallaahu ‘Ahad.
Qul ‘a’oozu birabbil-falaq.
Qul ‘a’oozu birabbin-naas.



(Say, “He is Allah, The Only One”), (Say, “I take refuge with The Lord of the Daybreak”) and (Say, “I take refuge with The Lord of mankind”), then using them, wipe as much as he can of his body, starting with his
head, his face and the front of his body. He should do this three times).



[Narrated by  Bukhari: 4439]

 


3. Reciting the verse of the Chair (ayat-al-Kursii):

 

Allah. There is no God except He, The Ever-Living, The Superb Upright Sustainer)

[Narrated by Al-Bukhari]


The fruit of reciting this ayah (a verse of the Qur’an):

This who recites it, a preserver from Allah remains over him, so that no devil can approach him. As was proved to be authentic in the previous hadith (the Prophet’s saying).

 

4. Bismika Rabbee wadha’tu janbee, wa bika ‘arfa’uhu, ‘in ‘amsakta nafsee farhamhaa, wa’in ‘arsaltahaa fahfazhaa, bimaa tahfazu bihi ‘ibaadakas-Saaliheen.

 

۴۔ باسمك ربي وضعت جنبي وبك أرفعه إن أمسكت نفسي فارحمها وإن أرسلتها فاحفظها بما تحفظ به عبادك الصالحين

 


(My God, in Your name, I put my side, and by You, I raise it. If You hold my self, then have mercy on it and if You send it, then preserve it with what You preserve Your righteous slaves with).

 

[Narrated by AlBukhari and Muslim]

 

5. Allaahumma innaka khalaqta nafsee wa ‘Anta tawaffaahaa, laka mamaatuhaa wa mahyaahaa, in ‘ahyaytahaa fahfazhaa, wa in ‘amattahaa faghfir lahaa. Allaahumma innee ‘as aluka-‘aafiyata.

 

اللهم انك خلقت نفسي وانت توفاها لك مماتها ومحياها إن احييتها فاحفظها وإن امتها فاغفر لها اللهم إني اسئلك العافية

 


(O Allah, surely You have created my self and You take it up. To You its life and its death. If You give it life, then preserve it and if You give it death, then forgive it. O Allah, indeed, I ask You for wellness.)

 

[Narrated by Muslim]

 

6. One should say this when he puts his right hand under his cheek.

Allaahumma qinee ‘azaabaka yawma tab’athu ‘ibaadaka.

 

اللهم قني عذابك يوم تبعث عبادك


 (O Allah, protect me against Your torment on the day resurrect Your slaves). Three times.)

 
[Narrated by Abu-Dawoud and At-Tirmidhi]

 


7. Subhan Allah
(Glorified be Allah) thirty three times,
AlHamdulillah
(all praise is to Allah) thirty three times, and
Allahu Akbar
(Allah is The Greater) thirty four times.

 

[Narrated by Al-Bukhari and Muslim]

 

 

8. Alhamdulillaahi-llazee at’amanaa wa saqaanaa, wa kafaanaa, wa ‘aawaanaa, fakam mimman laa kaafiya lahu wa laa mu’wiya.

 

الحمدلله الذي أطعمنا وسقانا و كفاناواوانافكم ممن لا كافي له ولا مووی


(All praise is to Allah, Who has fed us, given us water, sufficed us and given us refuge, as how many those, who do not have anyone to suffice them and give them refuge, are.)

[Narrated by Muslim]

 

9. Allaahumma Aalimal-ghaybi wash shahaadatifaatiras-samaawaati wal’ardhi, Rabba kulli shya’in wa maleekahu, ‘ash-hadu ‘al laa ilaaha illaa Anta ‘a’oozu bika min sharri nafsee, wa min sharrish-shaytaaniwa shirkihi wa an aqtarifa soo’an ‘alaa nafsee ‘wa ‘ajurrahu ‘ilaa Muslimin.

 

اللهم عالم الغيب والشهادة فاطر السموات والارض رب كل شيء ومليكه، أشهد أن لا اله الا انت اعوذبک من شر نفسي ومن شر الشيطان وشركه وان اقترف سوء اعلى نفسي او اجرة إلى مسلم


 (O Allah, Knower of the Unseen and the Witnessed, Originator of the heavens and the earth, the Lord of everything and its Sovereign, I bear witness that there is no god but You. I take refuge with You from the evil of myself, from the evil of Satan and his trap and from causing myself any harm, or driving it to any Muslim.)

[Narrated by Abu-Dawoud and At-Tirmidhi.]

 

10. Allaahumma ‘aslamtu nafsee ilayka, wa fawwaztu amree ilayka, wa wajjahtu wajhee ilayka, wa ‘alja’tu zahree ilayka, raghbatan wa rahbatan ilayka, laa maljaa’wa laa manja’a minka illaa ilayka, aamantu bikitaabikal- lazee anzalta wa bi-nabiyyikal-lazee arsalta.

 

اللهم اسلمت نفسي إليك وفوضت أمري إليك ووجهت وجهي اليك والـجـات ظهـرى اليك، رغبة ورهبة إليك لاملجاً ولا منجا منك الا الیک امنت بكتابك الذي انزلت وبنبيك الذي ارسلت


 (O Allah, I have submitted myself to You, confided my command to You, directed my face to You and resorted to You out of my desire and awe of You. There is no refuge or escape from You, except to You. I have believed in Your book, which You have sent (down) and Your Prophet, who You have sent.)

[Bukhari: 6311, Muslim: 7057]

 

11. Allaahumma Rabbas-samaawaatis-sab’i wa Rabbal-‘Arshil-‘Azeem, Rabbanaa wa Rabba kulli shay’in, faaliqal-habbi wannawaa, wa munzilat Tawraati wal-‘Injeeli, wal-Furqaani, a’oozu bika min sharri kulli shay in Anta ‘aakhizum binaasiyatihi, Allaahumma ‘Antal- Awwalu falaysa qablaka shay’un, wa Antal Aakhiru falaysa ba’daka shay’un, wa ‘Antaz-zaahiru falaysa fawqaka shay’un, wa ‘Antal-Baatinu falaysa doonaka shay’un, iqdhi annad-dayna wa aghninaa minal-faqri.

 

اللهم رب السموات السبع ورب العرش العظيم ،ربنا ورب كل شيء فـالـق الـحـب والنوى ومنزل التوراة والانجيل والفرقان ،أعوذ بک مـن شـر كل شيء انت اخذ بناصيته اللهم انت الاول فليس قبلك شيء وانت الآخر فليس
بعدك شيء وانت الظاهر فليس فوقك شيء وانـت البـاطـن فـلـيـس دونك شي ء اقض عنا الدين واغتنامن الفقر

 

(O Allah, Lord of the seven heavens and Lord of the Magnificent Throne, our Lord and the Lord of everything, Splitter of grains and nuclei, Sender of the Bible, the Gospel and Al-Furqan (The Criterion), I take refuge with You from everything You take by the forelock. O Allah, You are The First, as there is nothing before You, You are The Last, as there is nothing after You, The Manifest, as there is nothing over You and The Immanent, as there is nothing below You, pay the debt for us and enrich us after poverty.

[Muslim: 7064]

 

12. Reciting the last two verses of Surat Al-Baqarah, starting with his words (Exalted be he):

 

أمن الرسول بما أنزل اليه من ربه والمؤمنون…..

 

The Messenger has believed in what has been sent down to him from his Lord, and the believers {believe}), for the hadith:
(This who recites them at night, they suffice him.)

[Narrated by Al-Bukhari and Muslim]



Scholars disagreed about the meaning of (they suffice him):

It has been said:
They are sufficient for him, as he needn’t perform the Qiyam* of his night. Also, it has been said that they protect him against every evil and adversity. I have said:
It may mean both things… the end of An-Nawawi’s words

[Al-Adhkar].


13. One should be pure, for the hadith (if you go to bed, have an ablution)

[Bukhari: 247]


14. Sleeping on the right side… (…then lie on your right side …).

[Bukhari: 247, Muslim: 7057]


15. One should put the right hand under his cheek (when he lay down, he used to put his right hand under his cheek)

[Abu Dawood: 5045]


16. Dusting the bed off (when anyone of you goes to his bed, he should dust it off… as he does not know what he has left behind him…)

[Sahih Bukhari: 6320, Muslim: 7067]

 


17. Reciting Surat KAFIROON  (Say, “O you disbelievers”), as one of its fruits:
It is an acquittal of polytheism.

[Narrated by Abu Dawood: 5055, Tirmizi: 3403, and Ahmad, and was proved to be authentic by Ibn-Hibban, Al-Hakim and AdhDhahabi agreed with him. Also, it was proved to be good by Al-Hafedh and authentic by Al-Albani.]


An-Nawawi said:

One should give priority to doing everything stated in this chapter, but, if he could not, he might be confined to doing what he can (do) of its most important (items).

By observation, we find that most people sleep twice in their day and night, as then, they would have applied these Sunnahs, or some of them, twice, because these Sunnahs are not restricted to night’s sleep, rather they include even sleeping during the day as the ahadith are general.


The fruit of applying these Sunnahs at bedtime:


1. 100 sadaqa (charitable deeds) is written for the Muslim when he keeps these glorifications constantly before sleeping, for the hadith:
(every glorification is sadaqa, every time one says:
Allah is The Greater is sadaqa,
every praise (to Allah) is sadaqa and every time one says:
There is no God but Allah is sadaqa…).

[Narrated by Muslim]


An-Nawawi said:
Has the same reward.


2. If the Muslim preserves these glorifications before sleeping, 100 trees will be planted for him in paradise, for the previous hadith.

[Narrated by Ibn-Majah, about the fruits of post-prayer adhkar.]


3. Allah protects the slave, the devil keeps away from him in that night and he remains safe from evils and lesions.


4. The slave ends his day with remembering Allah, obeying him, putting trust on Him, asking him for help and declaring his oneness.


* Qiyam = supererogatory prayers performed at night, after Isha’ (evening) prayer.

 

REFERENCE:
BOOK: “1000 SUNNAH PER DAY & NIGHT”

Table of Contents