Skip to main content
Sections
< All Topics
Print

[09] Qur’an Ko Samajh Kar Parhne Ka Asaan Safar [Madina Arabic Book 1 – 3]

Qur’an Ko Samajh Kar Parhne Ka Asaan Safar

Madina Arabic Book – 01

By Shaikh Zakariya Madani Hafizahullah.

 

❁ Qur’an Ko Samajh Kar Parhne Ka Asaan Safar

 

Madina Arabic Course (Books 1–3) Madina Arabic Course un logon ke liye hai jo Arabic zaban seekh kar Qur’an aur Hadith ko samajhna chahte hain. Yeh course asaan aur step-by-step tareeqe se sikhaya jata hai.

Book 1: Bilkul basic se shuru hoti hai. Haroof, asaan jumlay aur bunyadi grammar sikhayi jati hai.

Book 2: Is mein verbs (kaam ke lafz) aur zyada grammar sikhayi jati hai taa ke student jumlay banana aur samajhna seekh le.

Book 3: Is level par thori advanced grammar aur mushkil jumlay samjhaye jate hain taa ke Arabic kitabain asaani se parhi ja saken. Yeh course mukammal karne ke baad student ko Arabic parhne aur samajhne ki achi salahiyat hasil ho jati hai.

 

Madina Arabic Book – 02

 

 

Madina Arabic Book – 03

 

 

Table of Contents