Skip to main content
Sections
< All Topics
Print

361. Tahaarat khaanon ki chaton par ya un ke Paas Namaz ka hukm

Tahaarat khaanon ki chaton par ya un ke Paas Namaz ka hukm

[Sawaal]

Kia aisi jagah par Namaz jaaiz hai, Jahan Namazi ke aage tahaarat khaane hon aur Namazi aur tahaarat khaanon ke mabain sirf ek dewaar haail ho? Kia is ke ‘ilaawa kisi doosri jagah Namaz adaa karna afzal hai?

[Jawab]

Mazkoora jagah par Namaz adaa karne mein koi amar maan’a nahi, Khuwaah saamne tahaarat khaane hi kio na hon basharte ke woh jagah paak ho jahan Namaz adaa karna maqsood ho. Isi tarah ‘Ulama ke sahih qawl ke mutaabiq tahaarat khaanon ki chaton par bhi Namaz adaa karna jaaiz hai jab ke woh paak hon. Wallahu waali Al-Toufeeq

__Shaikh Ibn-e-Baaz__

English translation coming soon…

Urdu translation coming soon…

Table of Contents