Skip to main content
Sections
< All Topics
Print

382. Woh ‘amal jo jins-e-Namaz se na ho to us se Namaz baatil ho jaati hai

Woh ‘amal jo jins-e-Namaz se na ho to us se Namaz baatil ho jaati hai

[Sawaal]

Kia yeh sahih hai ke kasrat-e-harkaat se Namaz baatil ho jaati hai?

[Jawab]

Beshak aise ‘amal ki kasrat jo jans-e-Namaz se na ho Namaz ko baatil kar deta aur us ki hikmat ke manaafi hai maslan musalsal chalna Bakasrat idhar udhar dekhna (Aur mutawajjah hona) baghair zaroorat ke dono haathon se bohat ziyaada fazool harkaat karna halaanke Namaz mein to qaleel fazool harkat ki bhi Mumaani’at hai kyunke yeh ghaflat ki daleel hai aur Namaz mein matloob-e-khush’o ke manaafi hai.

__Shaikh Ibn-e-Jibreen__

English translation coming soon…

Urdu translation coming soon…

Table of Contents