Skip to main content
Sections
< All Topics
Print

488. Aap ke liye sajdah-e-Sahav laazim nahi

Aap ke liye sajdah-e-Sahav laazim nahi

[Sawaal]

Mein hamesha Namaz padhta hoon aur hamesha shak mein mubtala rehta hoon ke ma’loom nahi kitni Namaz padh li hai, Kitni baaqi reh gai hai, Is liye mein sajdah-e-Sahav bhi kasrat ke saath karta rehta hoon to Kia yeh jaaiz hai?

[Jawab]

Poori tawajjuh aur hazoor-e-qalab ke saath Namaz adaa karne ki koshish kijiye. Mehez waswasa ki wajah se sajdah-e-Sahav laazim nahi hai. Agar kisi raka’at ya rukan ke tark mein shak ho to us se azraah-e-ehtiyaat dobaraah adaa kar lijiye aur sajdah-e-Sahav kar lijiye.

__Shaikh Ibn-e-Jibreen__

English translation coming soon…

Urdu translation coming soon…

Table of Contents