Search
(40) BILA ZARURAT SHARAMGAAH KO DEKHNA DORUST NAHI
(40) BILA ZARURAT SHARAMGAAH KO DEKHNA DORUST NAHI
Aik aadmi kay sawal par ap ﷺ nay farmaya :
” إن إستطعت أن لا يراها أحد فإفعل “
” Agar ap taaqat rakhtay hain keh usay koi na dekhay to aisa hi karen “(1).
Is hadith kay umoom mein insaan ba’zaat-e-khud bhi shamil hai ( yaani woh apni sharamgaah ko bhi na dekhay ) (2).
(1) HASAN: Sahih Abu Daud hadith no: 3390, Kitab-ul-hammam. Sunan-e-Abi Daud hadith no: 4017. Sunan-e-Ibn-e-Majah hadith no: 1920. Sunan-e-Tirmazi hadith no: 2769. Mustadrak Hakim 4 / 180. (2) Al-sail-ul-jaraar 1 / 68. |
REFERENCE:
BOOK: Duraral Bahiyah “Imam Shawkaani” Fiqh-o-Hadeeth
Tahqeeq: Allamah Nasir Uddin Albani Rahimahullah
Urdu Tarjumah Tarteeb-o-Taleef by : Haafiz Imraan Ayub lahori.