Search
Sections
< All Topics
Print

15. MAIDAN-E-JIHAAD SE FARAARI IKHTIYAR KARNA [Fleeing from battle]

 Maidan-e-Jihad se farar:


Jab dushman ki tadaad Musalman se dugni na ho tou maidan e jihad se faraar hona kabeera gunah hai’ magar qitaal kay liye pentra badalne wala ya apni jamat ki taraf palat kar ane wala ho agarcheh wo duur ho tou phir ye shakhs jihad se faraar hone kay zamre mein nahi ata. Allah Tala ne farmaya:

وَ مَنْ یُّوَلِّهِمْ یَوْمَىٕذٍ دُبُرَهٗۤ اِلَّا مُتَحَرِّفًا لِّقِتَالٍ اَوْ مُتَحَیِّزًا اِلٰى فِئَةٍ فَقَدْ بَآءَ بِغَضَبٍ مِّنَ اللّٰهِ وَ مَاْوٰىهُ جَهَنَّمُؕ-وَ بِئْسَ الْمَصِیْرُ۞

 

“Aur jo us din un se peeth pherega masiwa is baat kay keh wo larai ki khatir pehlo badal raha ho ya apne hi kisi dosre girooh se ja milta hai, tou be shak us ne Allah ka ghazab apne sar par le liya aur us ka thikana jahannum hai aur wo bohat buri jagah hai”.

(Al anfaal 8:16)

 

Abu Huraira رضي الله عنه bayan karte hain, Rasool Allah ﷺ ne farmaya:

“Saat muhlikaat se ijtinaab karo.” Sahaba ne arz kiya, Allah kay Rasool! Wo kia hain? Farmaya:
“Allah kay sath shirk karna, jis jaan ko qatal karna Allah ne haram qarar diya ho usse na haq qatal karna, Sood khana, Maal-e-Yateem ko khana, jihad se faraar hone aur Paak daman be khabar mominaat par ilzaam lagana”. [Bukhari: 2766]


Ibn-e-Abbas رضى الله عنه bayan karte hain, jab ye Ayat nazil hoi: [Muslim: 89]

 

ٱلْـَٰٔنَ خَفَّفَ ٱللَّهُ عَنكُمْ وَعَلِمَ أَنَّ فِيكُمْ ضَعْفًا ۚ فَإِن يَكُن مِّنكُم مِّاْئَةٌ صَابِرَةٌ يَغْلِبُواْ مِاْئَتَيْنِ ۚ وَإِن يَكُن مِّنكُمْ أَلْفٌ يَغْلِبُوٓاْ أَلْفَيْنِ بِإِذْنِ ٱللَّهِ ۗ وَٱللَّهُ مَعَ ٱلصَّٰبِرِينَ۞

 

Ab Allah ne tum par se boojh (aur bhi ) halka kar diya hai, kyun keh wo janta hai keh tum mein kamzoor na tawan bhi hain. Pas agar tum mein se aik Soo sabit qadam rehne wale honge tou wo do Soo par ghalib aenge aur agar tum mein se aik hazzar honge tou wo Allah kay hukum se do hazzar par ghalib aenge aur Allah sabar karne walon kay sath hai”.
Pas un par farz kar diya keh Soo, do Soo se faraar na ho.

(Al anfaal 8:66)

 

REFERENCE:
Book: “Kabeerah Gunah”
Taleef: Shaikh Ul Islam Shams ad-Dīn adh-Dhahabī Rahimahullah.
Urdu Tarjumah: Abu Anas Muhammad Sarwar Gohar.
Episode 15 || Poem On Major Sins || Urdu Course with Shaikh Zafar Ul Hasan Madani #amau

15.  Fleeing From the Battlefield

Unless enemies outnumber twofold of Muslims, a Muslim is not allowed to turn his back to them.Similarly, unless it is in a stratagem of war, or to retreat to a troop (of his own), a Muslim also is forbidden to flee from the battlefield. Allah the Almighty says, {1f any do turn hi; back to them on such a day -unless it be in a stratagem of war, or to retreat to a troop (of his own) he draws on himself the wrath of Allah, and his abode is Hell, -an evil refuge (indeed).}

(Al-Anfal: 16)

Abu Hurairah, may Allah be pleased with him, reported the Prophet to have said,

“Avoid the seven destroyers, The listeners asked: “0 Messenger of Allah what are they ? ‘! He said,”Associating partners with Allah (shirk), sorcery, taking a life which Allah has made sacred except in the course of justice, devouring usury, appropriating the property of the orphan, fleeing from the battlefield and slandering chaste believing women who would not expect to be accused of adultery.”¹

Ibn Abbas, May Allah be pleased with him, said, {When Allah revealed If there are twenty amongst you, patient and persevering, they will vanquish two hundreds.}

(Al-Anfal: 65)

He prescribed that it is not allowed for twenty Muslims to flee from two hundred of enemies. But, when Allah revealed,

{But (even so) there are a hundred of you, patient and preserving, they will vanquish two hundred, and if a thousand, they vanquish two thousand, with the leave of Allah: for Allah is with those who patiently perseverer.}

(AI-Anfal: 66)

Allah prescribed that it is not allowed for a hundred Muslims to flee from two hundred.”² [Al-Bukhari]

 
REFERENCE:
BOOK: “MAJOR SINS” OF IMAM SHAMSU ED-DEEN DHAHABI.
Distributed by : www.islambasics.com
Table of Contents