09. Tadadbur [Pondering over the Great Creation of Allah]
(9)- باب : التفكر في عظيم مخلوقات الله تعالى، وفناء الدنيا وأهوال الآخرة وسائر أمورهما، وتقصير النفس وتهذيبها وحملها على الاستقامة.
09. ALLAH TAALA KI AZEEM MAKHLOQAAT MEIN GHHOR O FIKAR KARNE, DUNIYA KE FANAA HONAY, AKHIRAT KI HOLNAKIYOON AUR DUNIYA O AKHIRAT KE TAMAM UMOOR KA, NAFS KI KOTAHI AUR US KI ISLAAH O TAHAZEEB AUR US KO ISTIQAMAT PAR AMAADAH KARNE KA BAYAN:
قال الله تعالى: (إِنَّمَا أَعِظُكُمْ بِوَاحِدَةٍ أَنْ تَقُومُوا لِلَّهِ مَثْنَى وَفُرَادَى ثُمَّ تَتَفَكَّرُوا) (سبأ: من الآية46) ،
وقال تعالى: (إِنَّ فِي خَلْقِ السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضِ وَاخْتِلافِ اللَّيْلِ وَالنَّهَارِ لَآياتٍ لِأُولِي الْأَلْبَابِ) (آل عمران: 190)
الَّذِينَ يَذْكُرُونَ اللَّهَ قِيَاماً وَقُعُوداً وَعَلَى جُنُوبِهِمْ وَيَتَفَكَّرُونَ فِي خَلْقِ السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضِ رَبَّنَا مَا خَلَقْتَ هَذَا بَاطِلاً سُبْحَانَكَ فَقِنَا عَذَابَ النَّارِ) (آل عمران: 191)
وقال تعالى: (أَفَلا يَنْظُرُونَ إِلَى الإبل كَيْفَ خُلِقَتْ (الغاشية: 17)
وَإِلَى السَّمَاءِ كَيْفَ رُفِعَتْ (الغاشية: 18)
وَإِلَى الْجِبَالِ كَيْفَ نُصِبَتْ (الغاشية: 19)
وَإِلَى الْأَرْضِ كَيْفَ سُطِحَتْ) (الغاشية: 20)
فَذَكِّرْ إِنَّمَا أَنْتَ مُذَكِّرٌ) (الغاشية: 21)
وقال تعالى: (أَفَلَمْ يَسِيرُوا فِي الْأَرْضِ فَيَنْظُرُوا) (محمد: من الآية10) ،
والآيات في الباب كثيرة.
ومن الأحاديث الحديث السابق:[رقم: 66]
((الكيس من دان نفسه)) .
Allah taala ne farmaya : “ ( aye Nabi! ) keh degiye. bas main to tumhen aik hi baat ki naseehat karta hon ke tum Allah ke liye do do aur aik aik khaday ho jao phir ghhor o fikar karo. ”
aur farmaya :” be shak aasman o zameen ki paidaiesh mein aur raat aur din ke anay jane mein aqal mandoon ke liye nishanain hain. woh jo yaad karte hain Allah ko khaday baithy aur karvat par letey. aur woh ghhor wa fikar karte hain aasman o zameen ki paidaiesh mein kehte hain : aye hamaray Rab! to ne yeh sab kuchh be faida peda nahi kiya to pak hai. chunanchay to hamein aag ke azaab se bacha.
neez Allah taala ne farmaya :” kiya woh oonton ki taraf nahi dekhte ke woh kaisay peda kiye gaye. aur aasman ki taraf ke kaisay woh buland kiye gaye. aur pahodon ki taraf ke kaisay woh gaadhe gaye. aur zameen ki taraf ke kaisay woh bichhai gayi. chunanchay to naseehat kar to sirf naseehat karne wala hai. ”
aur farmaya : ” kiya woh zameen mein chalay phiray nahi ke dekhen…..”
is mafhuum ki aur bhi bohat si ayaat hain.
aur ahadees mein se Sabiqa Hadees:
[ الكيس من دان نفسه ]:
hai.dekhieye : baab al Muraqabat,
Hadees: ( 66 )
REFERENCE:
BOOK: Riyaz us Saliheen(Urdu)
Taleef: Imam Nawawi Rahimahullah.
Urdu Tarjumah aur Fawaid: Hafiz Salah Uddin Yusuf.
Chapter 9
Pondering over the Great Creation of Allah, The passing away of Life of the World, the Horrors of the Day of Requital and Laxity of One’s Nafs
Allah, the Exalted, says:
“I exhort you to one (thing) only: that you stand up for Allah’s sake in pairs and singly, – and reflect (within yourselves the life history of the Prophet (PBUH))”. (34:46)
“Verily! in the creation of the heavens and the earth, and in the alternation of night and day, there are indeed signs for men of understanding. Those who remember Allah (always, and in prayers) standing, sitting, and lying down on their sides, and think deeply about the creation of the heavens and the earth, (saying): ‘Our Rubb! You have not created (all) this without purpose, glory to You! (Exalted be You above all that they associate with You as partners)”. (3:190,191)
“Do they not look at the camels, how they are created? And at the heaven, how it is raised? And at the mountains, how they are rooted (and fixed firm)? And at the earth, how it is spread out? So remind them (O Muhammad (PBUH)), you are only a one who reminds”. (88:17-21)
“Have they not travelled through the earth, and seen..”. (47:10)
Ayat of the Qur’an and Ahadith on the subject are many. See for example Hadith No. 66 mentioned before.
REFERENCE:
BOOK: Riyadh ul Saaliheen