45. ALLAH EK HAI TO US KE LIYE JAMA KA SEGHAH KIYUN ? [Why does Allaah speak in the plural in the Qur’an?]
ALLAH EK HAI TO US KE LIYE JAMA KA SEGHAH KYUN?
Qur’an majeed mein jahan Allah kalaam karta hai wahan lafz nahnu (ham) istemal kiya gaya hai, to kya Islam mota’did dewtaon par imaan rakhta hai?”
Islam sakhti ke saath tauheed ka mazhab hai. Yeh tauheed par imaan rakhta hai aur is barey mein koi dusri cheez gawara nahi karta. Islami aqidey ke motabiq Allah ek hai aur apni sifaat mein bey misal hai. Qur’an majeed mein Allah Ta’la aksar apne barey mein lafz nahnu (hum) istemal karta hai, lekin is ka matlab yeh nahi keh musalman ek se ziyada mabudon par imaan rakhte hain.
JAMA KE SEGHEY KI DO AQSAAM
Mota’ddid zabanon mein jama ke seghey ki do qismen hain. Ek adadi jama ka segha hai jo yeh zaahir karta hai keh zer e bahes cheez tadaad mein ek se ziyada hai. Jama ka dusra segha ehteram ke liye bola jata hai, jaisa keh angrezi zabaan mein malkah e inglistan apna zikr ‘I’ ki jagah ‘ We’ ke lafz se karti hai. Ye andaz e takhatub royal plural ( Royal Plural) yaani ” shaahi segha e jama” ke alfaz se maroof hai. Bharat ke saabiq wazir e azam Rajiv Gandhi hindi mein kaha karte the,” hum dekhna chahte hain” goya Hindi aur Urdu mein ” hum” royal plural hai.
Isi tarah Arabic mein jab Allah Qur’an mein apna zikr karta hai toh woh aksar Arabic lafz “nahnu” (نحن) istemal farmata hai. Yeh lafz adad ki jama ko nahi balkeh ehterami jama ko zahir karta hai. Tauheed Islam ke sutunon mein se ek sutoon hai. Ek aur sirf ek ma’bud e haqiqi ka wujood aur uska bey misal hona woh mazameen hain jin ka Qur’an e majeed mein mota’ddid bar zikr kiya gaya hai. Misaal ke tor par surah e ikhlas mein irshad hai,
قُل هُو اللهُ اَحَد
” Kah dijiye, woh Allah ek hai. ”
[ Surah Ikhlas:112: 01]
Why does Allaah speak in the plural in the Qur’an?
Praise be to Allah.
The answer is in two parts:
-
In general terms, every believer must believe that every action of Allaah has great wisdom behind it, and there is no need for it to be explained in full to every person. This is a kind of test, as Allaah says (interpretation of the meaning): “… that He may test you which of you is best in deed…” [al-Mulk 67:2]
-
To answer this question in more detail: the Qur’aan was revealed in the language of the Arabs, and in Arabic it is as correct to use the plural when speaking of one person as it is to use the singular. But the plural is used for respect and glorification, and no one is more deserving of respect and glorification than Allaah. So the singular is used to affirm the fact that He is One and has no partner or associate, and the plural is used to affirm His glory and majesty, may He be exalted.
Ibn Taymiyah (may Allaah have mercy on him) wrote in Majmaoo’ al-Fataawaa (5/128) some words which may be of interest to us here:
“With regard to Allaah’s closeness to us, sometimes it is mentioned in the singular, as in the aayah (interpretation of the meaning): ‘And when My slaves ask you (O Muhammad) concerning Me, then (answer them) I am indeed near (to them by My knowledge). I respond to the invocations of the supplicant when he calls on Me…’ [al-Baqarah 2:186] and the hadeeth: ‘The One on Whom you call is closer to any one of you than the neck of his riding-camel’, and sometimes in the plural, as in the aayah (interpretation of the meaning): ‘… And We are nearer to him than his jugular vein’ [Qaaf 50:16]. This is like the aayaat (interpretation of the meanings): ‘We recite to you…’ [al-Qasas 28:3] and ‘We relate unto you…’ [Yoosuf 12:3]. Such usage in Arabic refers to the one who is great and has helpers who obey him; when his helpers do something by his command, he says ‘We did it,’ as a king might say, ‘We conquered this land and we defeated this army,’ and so on.”
Further important details may be found under question # 606 . And Allaah knows best.
REFERENCE:
https://islamqa.info/en/answers/2090/why-does-allaah-speak-in-the-plural-in-the-quran
اللہ ایک ہے تو اس کے لیے جمع کا صیغہ کیوں؟
’’قرآن مجید میں جہاں اللہ کلام کرتا ہے وہاں لفظ نَحْنُ ’’ہم‘‘استعمال کیا گیا ہے، تو کیااسلام متعدد دیوتائوں پرایمان رکھتا ہے؟‘‘
اسلام سختی کے ساتھ توحید کا مذہب ہے۔ یہ توحید پرایمان رکھتا ہے اوراس بارے میں کوئی مصالحت گوارا نہیں کرتا۔اسلامی عقیدے کے مطابق اللہ ایک ہے اوراپنی صفات میں بے مثل ہے۔ قرآن مجید میں اللہ تعالیٰ اکثر اپنے بارے میں لفظ نَحْنُ (ہم)استعمال کرتا ہے۔ لیکن اس کا مطلب یہ نہیں کہ مسلمان ایک سے زیادہ معبودوں پر ایمان رکھتے ہیں۔
جمع کے صیغے کی دو اقسام
متعدد زبانوں میں جمع کے صیغے کی دو قسمیں ہیں۔ ایک عددی جمع کاصیغہ ہے جو یہ ظاہر کرتا ہے کہ زیر بحث چیز تعداد میں ایک سے زیادہ ہے۔ جمع کا دوسرا صیغہ احترام کے لیے بولا جاتا ہے۔ جیسا کہ انگریزی زبان میں ملکہ انگلستان اپنا ذکر ’’آئی‘‘(I)کی جگہ ’’وی‘‘ (We) کے لفظ سے کرتی ہے۔ یہ انداز تخاطب رائل پلورل (Royal Plural) یعنی ’’شاہی صیغۂ جمع‘‘ کے الفاظ سے معروف ہے۔
بھارت کے سابق وزیر اعظم راجیو گاندھی ہندی میں کہا کرتے تھے: ’’ہم دیکھناچاہتے ہیں‘‘ گویا ہندی اوراردو میں ’’ہم‘‘ رائل پلورل ہے۔
اسی طرح عربی میں جب اللہ قرآن میں اپنا ذکر کرتا ہے تووہ اکثر عربی لفظ نحنُ استعمال فرماتا ہے۔ یہ لفظ عدد کی جمع کو نہیں بلکہ احترامی جمع کو ظاہر کرتا ہے۔ توحید اسلام کے ستونوں میں سے ایک ستون ہے۔ ایک اور صرف ایک معبود حقیقی کا وجود اوراس کا بے مثل ہونا وہ مضامین ہیں جن کا قرآن مجید میں متعدد بار ذکر کیا گیا ہے۔ مثال کے طورپر سورۂ اخلاص میں ارشاد ہوا:
﴿قُلْ هُوَ اللّٰهُ أَحَدٌ ﴾
’’کہہ دیجیے: وہ اللہ ایک ہے۔‘‘
[الاخلاص :112/1]