Skip to main content
Sections
< All Topics
Print

543. Haalat-e-ruku’ mein Imaam ka muqtadiyon ke liye Intezaar Karna

Haalat-e-ruku’ mein Imaam ka muqtadiyon ke liye Intezaar Karna

[Sawaal]

Imaam jab haalat-e-ruku’ ya aakhri tashahhud mein muqtadiyon ke aane ki awaaz ko sune To Kia us ke liye laazim hai ke un ka intezaar kare?

[Jawab]

Afzal yeh hai ke ‘ujlat na ki jaae aur Isi tarah yeh bhi afzal hai ke Imaam itni taakheer kare, Jo mominon ke liye giraan na guzre kyunke pehle aane waale mominon ki ri’aayat karna ziyaada ahem hai lekin Imaam agar thodi si taakheer kare, Ke aane waale log Imaam ke saath Ruko’ ya sajdah ya tashahhud ko paa lein to yeh Imaam ke liye afzal aur aula hai.

__Shaikh Ibn-e-Baaz__

English translation coming soon…

Urdu translation coming soon…

Table of Contents