Skip to main content
Sections
< All Topics
Print

662. Jumm’a ki Namaz-e-Fajr mein Surah sajdah aur insaan ki tilaawat

Jumm’a ki Namaz-e-Fajr mein Surah sajdah aur insaan ki tilaawat

[Sawaal]

Kia yeh jaaiz hai ke Jumm’a ke din ki Namaz-e-Fajr mein hamesha Surah sajdah aur Surah Insaan (Surah Dahar) ki tilaawat ki jaae?

[Jawab]

Jumm’a ke din Namaz-e-Fajr mein Surah sajdah aur Surah Insaan (Dahar) ki tilawaat saabit hai aur in soorton ko hamesha padhne mein bhi koi harj nahi lekin agar yeh khadsha ho ke log samjhen ge ke un soorton ko padhna waajib hai to phir un ko kabhi kabhi chod diya jaae.

__Fatwa-e-committee__

English translation coming soon…

Urdu translation coming soon…

Table of Contents