Search
Sections
< All Topics
Print

29. NIYYAT SAHIH RAKHNA [ Actions are but by Intentions]

TAMAM AAMAAL KA DAROMADAAR NIYYAT PAR HAI:

 

Aye pyaare dost! Allah teri hifazat farmaye Jin a’maal ko sote, jaagte, uthhte, bethhte, chalte, phirte, khaate aur peete waqt kiya jata hai unko Allah ke Rasool (ﷺ) ki etaa’at aur Allah ki khush noodgi mein tabdeel karna mumkin hai. Taake uski wajah se hazaaron nekiyan haasil karli jaayen. Jis ke liye shart yeh hai ke un a’maal ko kartay waqt Allah ke taqreeb ka iraadah kar liya jaaye.

Jaisa ke Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya :

A’maal ka daaro madaar niyyat par hai. Har inasaan ke liye wahi hai jo usne niyyat ki.

[Bukhari: 01; Muslim: 5036]

 

Maslan:

 

Ek insaan raat ko jaldi is niyyat se sota haike fajr ki namaaz ke liye uthhega ya uthh kar qiyaamullail karega toh us ka sona us ke liye ibaadat mein shumaar hoga. Aur isi tarah baaqi sab a’maal hain.

 

 

REFERENCE:
BOOK: “Din aur Raat mein Hazar se bhi ziyadah Sunnatein”
TALEEF: Fazilatus Shaykh Khalid Al-Husaynaan.
URDU TARJUMA BY: Dr. Hafiz Mohammad Ishaaq Zahed.

 

 Actions are but by Intentions

 

Dear All, you have to know that all permissible actions you are doing day long; like eating, sleeping, working, etc. all these actions you can change into acts of worship gaining thousands of hasanat good deeds but only if you intend through these actions to be closer to Allah.

 

Muhammad (Peace be upon him) said: Actions are but by intentions and every man shall have only that which he intended.

[Narrated by Al Bukhari and Muslim]

For example:

The Muslim sleeps early to be able to pray his night prayers or Dawn prayers; so his sleep turns into worship, and so on regarding all other permissible actions in his daily life.

 

REFERENCE:
BOOK: “1000 SUNNAH PER DAY & NIGHT”

 

اگر نیت نیک ہو تو !

 

یہ بات ہر انسان کو معلوم ہونی چاہیے کہ تمام مباح اعمال جیسے نیند،کھانا پینا اور طلبِ رزق وغیرہ ہیں ان کوعبادات میں تبدیل کیا جا سکتاہے۔

او ران کے ذریعے ہزاروں نیکیاں کمائی جا سکتی ہیں بشرطیکہ اس کی نیت اللہ کا تقرب حاصل کرنا ہو۔رسول صلی اللہ علیہ وسلم کا ارشاد ہے:

’’ تمام اعمال کا دارومدار نیتوں پر ہے۔اور آدمی کیلئے وہی ہے جس کی اس نے نیت کی۔‘‘

[بخاری،مسلم]

 

اور اس کی ایک سادہ سی مثال یوں ہے کہ سوتے وقت اگر کوئی انسان یہ نیت کرکے جلدی سو جائے کہ نماز تہجد اور نماز فجر کیلئے جلدی بیدار ہو جائے گا تو اس کی یہ نیند عبادت بن جاتی ہے۔اسی طرح باقی مباحات ہیں۔

 

 

ريفرينس:
“دن اور رات ميں ۱۰۰۰ سے زياده سنتيں”
تاليف: “الشيخ خالد الحسينان”
“اردو ترجمعه: “ڈاکٹر حافظ محمد اسحاق زاهد”
Table of Contents