Skip to main content
Sections
< All Topics
Print

20. Tareekh-e-Madinah Munawarah [History of Madinah Munawwarah]

 *Tareekh-e-Madinah Munawwarah*

 

✦  Yeh kitab Madinah Munawwarah ke mukhtalif pehluwon se behas karti hai aur un khaas khaas tareekhi waqiaat ka zikar karti hai jin ka Madinah Munawwarah ki bunyad-o-tameer us ke taqaddus aur deeni maqam martaba se barah-e-raast talluq hai.

✦  Kitab mein un maqamaat par bhi roshni dali gai hai jin ka zikar Madinah Munawwarah ke saath

lazim-o-malzoom hai jaisay Masjid-e-Nabwi shareef, Masjid-e-Quba, Jabal-e-Uhad aur Baqi waghera.

✦  Masjid-e-Nabwi ke tafseeli zikar ke liye alag unwaan qaim kiya gaya hai. Jis mein tareekh ke mukhtalif adwaar mein Masjid-e-Nabwi mein honay wali tosee aur tazeen-o-araish ka tazkara hai.

✦  Kitab mein qabil-e-aitmad aur asal masadir se makhoz mutadid tasaveer shamil ki gai hain jo mauzu ke mukhtalif pehluwon ko ujagar karti hain.

✦  Madinah Munawwarah ki tareekh aur is ke ahwal ke mauzu par yeh kitab aik Islami library ki haqeeqi zaroorat hai jo aam qaareen aur mohaqqiqeen ke liye yaksaan mufeed hai.

✦  Dauran-e-taleef is baat ka khayal rakha gaya hai keh sirf mustanid waqiaat, mutabir riwayaat aur  sahih Ahadees hi kitab mein shamil ki jaein.

REFERENCE:
Book: “Tareekh-e-Madina Munawwarah”
Muratib Karda : Shoba Tasneef-o-Taleef Darussalam.
Nazar-e-Saani: Moulana Safir ur Rahman Mubarak puri.

History of Madinah Munawwarah

 

✦ This book explores various aspects of Madinah Munawwarah and highlights significant historical events that are directly related to its foundation, development, sanctity, and religious prominence.

✦ The book also sheds light on key landmarks intrinsically linked to Madinah, such as Masjid al-Nabawi, Masjid Quba, Mount Uhud, and Jannat al-Baqi.

✦ A dedicated section focuses on Masjid al-Nabawi, detailing its expansions and renovations throughout different historical periods.

✦ The book includes numerous photographs sourced from reliable and authentic references, illustrating various aspects of the subject matter.

✦ This work serves as a valuable addition to Islamic libraries, fulfilling the needs of both general readers and researchers on the history and significance of Madinah Munawwarah.

✦ During its compilation, careful attention was given to include only authentic events, credible narrations, and verified ahadith.

*تاریخ مدینه منوره*

یہ کتاب مدینہ منورہ کے مختلف پہلوؤں سے بحث کرتی ہے اور ان خاص خاص تاریخی واقعات کا ذکر کرتی ہے جن کا مدینہ منورہ کی بنیاد و تعمیر، اس کے

تقدس اور دینی مقام مرتبہ سے براہ راست تعلق ہے۔

  کتاب میں ان مقامات پر بھی روشنی ڈالی گئی ہے جن کا ذکر مدینہ منورہ کے ساتھ لازم و ملزوم ہے جیسے مسجد نبوی شریف، مسجد قباء، جبل أحد اور بقیع وغیرہ۔

مسجد نبوی کے تفصیلی ذکر کے لئے الگ عنوان قائم کیا گیا ہے۔ جس میں تاریخ کے مختلف ادوار میں مسجد نبوی میں ہونے والی توسیع اور تزئین و آرائش کا تذکرہ ہے۔

کتاب میں قابل اعتماد اور اصل مصادر سے ماخوذ متعدد تصاویر شامل کی گئی ہیں جو موضوع کے مختلف پہلوؤں کو اجاگر کرتی ہیں۔

مدینہ منورہ کی تاریخ اور اس کے احوال کے موضوع پر یہ کتاب ایک اسلامی لائبریری کی حقیقی ضرورت ہے جو عام قارئین اور محققین کے لئے یکساں مفید ہے۔

دوران تالیف اس بات کا خیال رکھا گیا ہے کہ صرف مستند واقعات، معتبر روایات اور صحیح احادیث ہی کتاب میں شامل کی جائیں۔

حوالا :
“تاریخِ مدینہ منورہ”
شعبہ تصنیف و تا لیف دارُ اسلام
نظرثانی :  مولانا صفی الرحمن مبارکپوری”

Table of Contents