‘Aurton ke liye iqaamat
[Sawaal]
Jab ‘Aurtein Namaz ba jama’at adaa karne ke liye jam’a hon to Kia woh iqaamat kahen?
[Jawab]
Agar woh iqaamat keh lein to koi harj nahi aur agar na kahen to phir bhi koi muzaaiqa nahi kyunke azaan-o-iqaamat mardon ke waajibat mein se hain.
__Shaikh Ibn-e-‘Usaymeen__
English translation coming soon…
Urdu translation coming soon…