Khutba ke dauraan cheenk ka jawaab
[Sawaal]
Jab Imaam Jumm’a ka khutba de raha ho to cheenk ka jawaab dena chaahiye ya nahi?
[Jawab]
Is haalat mein cheenk ka jawaab nahi dena chaahiye kyunke khutba sunne ke liye khaamosh rehna waajib hai, Jis tarah dauraan-e-Namaz cheenk ka jawaab nahi diya jaata usi tarah khutba ke dauraan bhi nahi diya jaata. Wallahu waali Al-Toufeeq.
__Shaikh Ibn-e-Baaz__
English translation coming soon…
Urdu translation coming soon…