Search
(7) BARAF WAGHAIRAH SAY PIGHLAY HUWAY PANI KA HUKAM
(7) BARAF WAGHAIRAH SAY PIGHLAY HUWAY PANI KA HUKAM
Baraf aur aulon say pighla huwa pani paak hai ( aur paak karnay wala bhi hai (1).
Jaisa keh Nabi ﷺ nay dua farmayi keh
” اللھم طھرنی بالماء والثلج والبرد “
” Aye Allah ! Mujhay pani, baraf aur aulay kay sath paak kar day “(2)
(1) Al-mughni 1 / 30. (2) Sahih-ul-bukhari hadith no: 100 Kitab-ul-azan, Baab maa yaqool baad-at-takbeer. Sahih-ul-muslim hadith no: 2078. Suna.Sunan-e-abi hadith no: 170 Aarizat-ul-ahwazi 13 / 29. Sunan-e-nasaayi hadith no: 230, 234. Sunan-e-Ibn-e-majah hadith no: 1262. Sunan-e-Daarmi hadith no: 1 / 283. Musnad-e-ahmad 2 / 231. |
REFERENCE:
BOOK: Duraral Bahiyah “Imam Shawkaani” Fiqh-o-Hadeeth
Tahqeeq: Allamah Nasir Uddin Albani Rahimahullah
Urdu Tarjumah Tarteeb-o-Taleef by : Haafiz Imraan Ayub lahori.