Search
(32) BA’WAQAT-E-ZARURAT BARTAN MEIN PISHAAB KARNA JAAIZ HAI
(32) BA’WAQAT-E-ZARURAT BARTAN MEIN PISHAAB KARNA JAAIZ HAI
Sayyidah Ruqaiqah ( رضي الله عنه ) say marwi hai keh:
” كان للنبي ﷺ قدح من عيدان تحت سريره يبول فيه بالليل “
” Nabi ﷺ kay paas lakdi ka aik piyala tha jo ap ﷺ ki charpayi kay nichay hota, ap ﷺ raat ko us mein pishaab kartay “.(1)
Is kay ilawah Sayyidah Ayesha say marwi hai keh:
” لقد دعا بالطست ليبول فيها “
” Ap ﷺ nay aik thaal mangwaya taakeh us mein pishaab karen.(2)
(1) HASAN: Sahih Abu Daud hadith no: 19, Kitab-ut-tahaarah. Sunan-e-Abi Daud hadith no: 24. Sunan-e-Nasaayi 1 / 31. Mustadrak Hakim 1 / 167. Sunan-ul-kubra Baihaqui 1 / 99. (2) SAHIH: Sunan-e-Nasaayi 1 / 23, Kitab-ul-wasaya. Sahih-ul-Bukhari hadith no: 2741. Sahih-ul-Muslim hadith no: 1636. Sahih Ibn-e-Khuzaimah 1 / 36. Sunan-ul-kubra Baihaqui 1 / 99. |
REFERENCE:
BOOK: Duraral Bahiyah “Imam Shawkaani” Fiqh-o-Hadeeth
Tahqeeq: Allamah Nasir Uddin Albani Rahimahullah
Urdu Tarjumah Tarteeb-o-Taleef by : Haafiz Imraan Ayub lahori.