Roman Urdu Transliteration of Islamic Books ki Zarurat
Assalamu ‘Alaikum wa rahmatullahi wa barakatuhu, Hum Roman Urdu transliterations ke zariye Islamic books ko sab ke liye accessible banane ki koshish kar rahe hain. Aap ki raaye humein demand samajhne aur apna kaam prioritize karne mein madad farhaam karegi.

Kya aap Islamic books Urdu, Arabic ya Roman Urdu mein parhte hain?*

Kya aap ne kabhi Imsjeddah ki koi book Roman Urdu mein transliterated padhi hai?*

Aap ke liye Roman Urdu transliterations Islamic books samajhne mein kitni madadgar Sabit hoti hain?*

Kya aap chahte hain ke aur zyada Islamic books Roman Urdu mein available ho?*

Mazeed Kaunse topics/books aap Roman Urdu mein dekhna pasand karenge?

Roman Urdu transliterations ke baare mein aap ki raaye ya suggestions?

Overall, aap Roman Urdu transliterations ko kitna useful samajhte hain? (1 = Bilkul bhi useful nahi, 5 = Bohat zyada useful)*