416. ‘Uzr ke baghair do Namaazon ko jam’a karna

‘Uzr ke baghair do Namaazon ko jam’a karna

[Sawaal]

Kia rozaana Zuhr aur ‘Asar ki Namaazon ko jam’a kar ke padhna jaaiz hai?

[Jawab]

Zuhr-o-‘Asar aur Maghrib-o-‘Isha ki Namaazon ko jam’a kar ke padhna jaaiz nahi illa yeh ke koi shar’i ‘uzr ho maslan safar ya aisi barish jis se kapde bheegte hon aur is ki wajah se keechad aur phislan ho ya bemaari waghaira jis mein Wuzu karne mein dushwaari ho!

__Shaikh Ibn-e-Jibreen__

English translation coming soon…

Urdu translation coming soon…

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *